Age: 124
7050 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
new_beau said:
Agree with Fragi, Sub Such nahin hay....
Assalam O Alaikum
*chalain farz kartay hain yeh sach nahi per Bajaur main jo hua,waziristan main jo ho raha hain,Swat operation yeh sab tho sach hain na
America ki haa main haa milatay huay Hum apnay watan walon ko maar rahay hain jab k hum achi tarah jantay hain k America ka sath denay walon ka kabhi bhala nahi hua...!
Age: 124
7050 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
madgirl said:
ye column maine taqreeban 2 ya 3 months ya shayad us se bhi pahle parha or us waqt bhi mai or mere ghar waale sab bohat roye specially meri mother ko sanbhalna mushkil hogaya tha or aaj eik baar phir jab maine ise parha to meri aankhe nam hai or shayad jitni baar mai ye parhungi utni baar aankho se aanso bahenge log kahte hai k hum per aate ka buhraan kiu hai?sailab kiu aarahe hai?pani ki kami kiu hai?jurm itna barh kiu gaya?shayad inhi masoom shaheedan-e-haq or najane in jese kitne or shaheedo or masoom logo ki bad dua hai is mulk ki hukumat or hukumraano par hi nahi balke awaam par bhi hume apne rab se maafi mangni chaahiye per ALLAH bhi to tabhi maaf karta hai jab huquq ul ibaad hume maaf hojaaye?
Assalam O Alaikum
*yaa Right jee haqeeqat hamaray samnay hain May Allah swt guide us All Ameen...!
Age: 124
7050 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Walaikum Salaam
*dar Asal Munafqat kamyaab Zindagi ka usool nahi per Hum logo ne isay ek usool bana liya hain.
Quran O Sunnah pe Amal kar ke hum ek kamyaab Zindagi guzaar saktay hain per hamaray minds main yehi baat hain k munafkat kay baghair hum kamyaab zindagi nahi guzar saktay Aur to be Very Honest Miss Mad Girl jee ne Jo hadith paak quote ki hain agar iski roshni main hum apna tazkiya karay tho yeh baatein hum sab main kahin na kahin maujood hain In My View Munafqat kamyaab zindagi ka usool nahi hain Munafkat ki bunyaad pe hasil ki janay wali kamyaabi ba zahir tho kamyaabi hain But in Reality yeh sab se bari haar hain...!
Age: 124
7050 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*MashAllah Very Nice Ramadhan A Month of Blessings Ramadhan kay maheenay main buhat Ronak hoti hain aur sab se barh kay mahool buhat khoobsurat hota hain...!
Age: 124
7050 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*yaa right Achay aur buray log har jagah hotay hain Non muslim country main rehnay se koi bura nahi ban jata aur muslim country main rehnay walay sab achay nahi hotay Afterall every person is accountable for his/her own deeds
Islam comes first jahan Buray log hotay hain wahan achay log bhi tho hotay hain and i know many people specially girls jo europe main rehtay huay buhat achi muslim hain mashAllah...!
Age: 124
7050 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
SupidGuy said:
sun_shine said:
*Thanks Sir
We dont hate Anybody kuch Politicians apna game aisa set kar letay hain k we dont have anyother choice but to hate But As an Afghan Hum Dil se kehtay hain K Hum kisi se nafrat nahi kartay For us Islam Comes First Islam is stronger than Color and islam is Stronger than Everything
SS Dearie,
no such explaination needed!!!
I know aap bohat achay ho!!!!
Assalam O Alaikum
*Thanks Alot Sir Thanks for your Support and Kindness always...!