Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum yaa Really nice topic Hum main bardasht is liye khatam ho gaye hain kyunki hum nay Umeed karna chor di hain. Aap hamari society main har shaks ko dekhain they all have families har taraf Bay roozgari,bad Amni,Mehngai etc hain per I agree two words of Kindness can make a big difference InshAllah I will try to do it from now
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum thanks both of you yaa america aur Europe nay kafi baray Plans tayyar kiye hain Afghanistan aur Pakistan kay liye. Hum aisay Logo ko Apni bhaag dor is liye day daitay hain kyunki we dont have any other option. hota to wohi hain jo America ya Europe k plans hotay hain. We need a Revolution aisa Revolution jo Imam Khumaini Iran main laye thay May Allah swt help Muslims all over the world,InshAllah and i will be waiting for that Article InshAllah
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Aye Allah swt Tu mera Rabb hain,teray siwa koi mabood nahi.Tu nay mujhay paida farmaya hain aur main Tera banda hoon aur Teray ehed per aur Teray waday per kaim hoon,jahan tak mujh say ho saka. Main nay jo gunaah kiye,un kay sharr say Teri panaah Chahti hoon,main Teri naimaton ka iqraar karti hoon aur apnay gunahon ka bhi Iqaar karti hoon. Mujhay Baksh day kyunki Teray Ilawa gunahon ko koi nahi baksh sakta. Ya Allah swt hamari mughrafat farmaye aur tamam musalmano ki bhi Mughfarat farmaday,Ameen.
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
woh shayad is liye k woh khushi ab aapki zindagi main nahi hain. per Aapki life main aur buhat khushiyan hain jinko shayad aap nazar andaaz kar rahay hain.
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum yess har insaan ki zindagi k kuch pal aisay hotay hain jo unhain hamesha yaad rehtay hain. un lamhat nay ya to insaan ko bay panaah khushi de hoti hain ya buhat sa Dukh.
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum rights apkay bhi wohi hain jo hamaray hain Allah swt nay hamain rights ata kiye hain per hum na woh rights khud use kartay hain aur na dosron ko woh rights daitay hain.
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
olldman said:
Aik baat nahi samajh aa rahi, iss topic mein itani dilchaspi kayon???
(Mr)Choudhary sahib aap hi aa jain!
Sorry Rapunzel bari harrat ho rahi hai, mera khayal tha ke mujhe kuch sawallon ka jawab shahid milljai.
Aik sawal hai Pakistan mein har hero ko badnam kyon kiya jaata hai? Koi bi hero hero nahi rahta Pakistan mein. Aik ki rae se to nahi, sahi andaaza hota.
Assalam O Alaikum Sorry to interrupt you hum apnay heroes ki kadar is liy nahi kartay kyunkay hamaray leaders unko raaton raat hero say zero bana daitay hain humain wohi kuch maloom hota hain jo media hamaray samnay paish karti hain aur media ka to aapko maloom hain. chor log aa kar ministers ban jatay hain phir hum unka phichla record bhool kar unhain accept kar laitay hain,kyunki we dont have any other choice.
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum Really good Articles yaa very right said Mr.jousaf Rafael jo insan apnay aap aur apnay Khuda say wafadari nahi kar sakay to woh bhala dosron say kaisay karaingay aur buhat khooblikha hain inho nay kay hamari aik nasal Allama Iqbal hoti hain aur dosri Javed Iqbal A really good Writer and very strong views