Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Aasera said:
main pakistan ko kabhi bholti hi nahin jabkay hakeekat yah hay kay main wahan rah bi nahin sakti(coz of system) BUT still i miss pak a lot har waqt, har roz kisi bi choti moti baat par yaad ata hi rahta hay
but jo cheezain bohat miss karti hon wo hain Sardiyon ki dhoop barish honay par beeghi matti ki khushboo wahan ka sawan wahan ka Ramadan chandni ratoon main couzins and sisters kay sath chupan chupai khailna wo papa kay 100 bar mana karnay kay bawajood deewar par say latak kar parhosiyon ko awaz daina kay "AAJ KIYA PAKAYA HAY?" aur bi bohat kuch pyara pyara
Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Maa main nay Har pal tumhain zindagi say lartay dekha hain hamaray dard ko apnay seenay main Mehsoos kartay dekha hain Tum se hamari yeh mohabbat sada rahay gi Main nay apni aankh k aansoo teri aankhon say chalaktay dekha hain
Salaam To all the Mothers all over The world Salaam un Mothers ko JInho nay apnay bacho ko ek acha Insaan aur ik acha Muslim banaya May Allah swt Bless Them All