Age: 125
7067 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa there was everything in their lives Except peace of mind.aik din in chaaron dooston may say aik nay khwaab man dekha k woh mar chuka hota hain,log usay dafnanay lay jaa rahay hotay hain.usay sab kuch mehsoos ho raha tha per log uski taraf koi response nahi daitay.wo logo ki taraf chilla raha hota hain per log uski awaaz nahi sun saktay.woh apnay 3 friends ko aur apni family ko dekh raha hota hain k woh roo rahay hotay hain k woh hamesha k liye chala gaya hain,uskay zehen main yehi baat hoti hain k us nay koi naiki nahi ki to aagay uskay saath kya hashar hoga.tabhi uski aankh khul jaati hain aur wo apnay aap ko zinda paata hain k yeh to ek khwaab tha. aagay any one else
Age: 125
7067 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
jab hum bachay hotay thay yaa wo hamari life ka beautiful era tha woh kehtay hain Na dunya ka ghum tha,na rishto k bandhan baari khoobsurat thi woh zindagaani saari problems baray honay k baad hoti hain
Age: 125
7067 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
To love is a duty and right. To be loved is a gift and luck. To love someone who loves u is an achievement. To be loved by someone whom u love is LIFE!