Chronic Lover said:kuch or bhi to ho sakta hai is ke ilawa
na awara
na pagal
na dewaaaaana
Gee-Z said:
**sensational** said:
Gee-Z said:yara mein un mein se nahi huke logo ki baatein suno phir hi araam karono wayi am my ownselfjust listen to my heart bassssensi ager tumhain kisi nay pm kar diya k dnt talk to Gee-Z tou phir lol
thats good u r my girl n dil ki itni na suna karo warna meri thran bun jao gi lol
Rapunzel said:
~CHANDNI~ said:rapu ham sab dost hy just mazak chal raha hy
ahan rite
Rapunzel said:
~CHANDNI~ said:
Rapunzel said:Allah na kare ameen sumamen aki baat bilkul theek hai aur aik baat sis hamain aik banda zarur milta hai jo hamare lye apne ap ko waar sakta hai jab aisa banda mile use kabhi khone mat do
bilkol pata nahi kise chiz ki talash baki rah jaty hay
chahy woh girl ho yah boy
dhondty kiya phirty hay
aeiwein yaar jis ko wafa mil bi jaye uska damgh satwain asmaan per pohanch jata hai jab agla thokar mar k jaye tab yad ata hai k bewafa tha
Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
Tum jis chaand ko dekhthe ho
Mein uss chand ko dekhkar tumhein apne bahon ke
darmiyaan paata hun
Tum kya jaano tum kya ho
Joh aftaabh tumhein dekhkar uthta hai
Mein usse tumhare aankhon ke roshni mein dekhtha hun
Tum kya jaano tum kya ho
Joh baharein tumhari khushboo se chid jaati hai
Unn kaliyon ko tumharein kadmon ke peeche rukhsath hote dekhta hun
Tum kya jaano tum kya ho
Maine kismat ko nahi maana tha
Par kismat ne tumhe kaise dhokha diya
Tum kya jaano tum kya ho
Jo pehchaan hum aapki kar sakte hai
Woh aapka aaina bayan nahi kar sakta
Tum kya jaano tum kya ho
Abh tum hi batao
Ki agar mein na rahun to tum kya ho .
yaad aa rahe hain teri yaad aa rahe hain
Miss mine said:Khali hathon mein kismet ki, rekhayen bhar doge kya
aaj main khush hona chahu, apna mujhko kar doge kya
in raton ki tanhayee ko, tanha hi rehne do beshaq
lekin jisme tum ho aisi, subah nazar kar doge kya
bus ik kachee yaad mein simtey, adhe adhure jeete hain
tum ek puree yaad ko mere, lamho mein bhar doge kya
teri judayee mein yeh phool, kaaton se badhkar chubtey hain
badle mein katon ke apna, makhmal ka bistar doge kya
lout raha hain bechara dil, tooti kashti mein houshla harey
rok ke awara lehron ko, tum shaant samandar doge kya
iss dubtey suraj mein saari, umeed wafa ki duub gayi
ub mujhko nahi intezaar koi, usko khabar kar doge kya
Tumhi ne suru kiye the silsiley, ub tumhi khatam kar do inko
Seesha–e-dil hum todtey hain, hathon mein pathar doge kya
Ik Deepak bus jalta jata hain, jaane kya umeed liye
In dubtey palko ko ek akhiri, mulaqat ka manzar doge...
Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
Aankh ban jati hai sawan ki ghataa ...
shaam k baad
Lout jata hai agar koi khafa ...
shaam k baad
Chaand jab ro kr sitaroon se galay milta hai
Ek ajab rung ki hoti hai fiza ...
shaam k baad
Hum ne tanhai se poocha k milo gi kab tak
Us ne bechaini se foran hi kaha ...
shaam k baad
Maar deta hai ujar janay ka dohra ehsaas
Kash ho koi kissi se na juda ...
shaam k baad •
so beautiful
olldman said:
~CHANDNI~ said:
Aankh ban jati hai sawan ki ghataa ...
shaam k baad
Lout jata hai agar koi khafa ...
shaam k baad
Chaand jab ro kr sitaroon se galay milta hai
Ek ajab rung ki hoti hai fiza ...
shaam k baad
Hum ne tanhai se poocha k milo gi kab tak
Us ne bechaini se foran hi kaha ...
shaam k baad
Maar deta hai ujar janay ka dohra ehsaas
Kash ho koi kissi se na juda ...
shaam k baad •
Bahut achi, Chandni.
eshajam said:bohot khub shayari aap sabki
MM very NICE
Zara sham tu honay do
Miss mine said:Mein titleon ko sula dun ga zara tum sham hony do,
main jugnuon ko jaga dun ga zara tum sham hony do,
meri num ankhon ko na tum dekho haqarat se,
main tumko b rula dun ga zara tum sham hony do.
tumhain qaidi banaya hay ujaaR ankhon ki hasrat ka,
rihaai bhi dila dun ga zara tum sham hony do.
kahan aghaz hota hay kahan anjam hota hay,
hunar saary sikha dun ga zara tum sham hony do.
jo tum nay mujh se poocha hay kahan hogi tmhari sham,
jahan hogi bata dun ga zara tum sham hony do.
Mera iman hai tum ko andheray chuu nahi saktay.
Mein apna ghar jala dun ga zara tum sham hony do..!
Rapunzel said:kaha tha kis ne ke ahad-e-vafaa karo us se
jo yun kiya hai to phir kyu gila karo us se
ye ahl-e-baz tunak hausalaa sahi phir bhi
zara fasaanaa-e-dil ibtidaa karo us se
ye kya ke tum hi Gam-e-hijr ke fasaane kaho
kabhi to us ke bahaane sunaa karo us se
nasib phir koi taqrib-e-qarb ho ke na ho
jo dil mein hon vahii baatein kiyaa karo us se
'Faraz' tark-e-ta'alluq to Khair kyaa hogaa
yahi bahut hai ke kam kam milaa karo us se...
Ayesha said:size kuch bara ho gaya
chalo tum khud he adjust kar laina
olldman said:
~CHANDNI~ said:
Tere Khusboo Main Basey Khat
Tere khusboo mai basey khat mai jalaata kaise
Pyar mai doobe huwe khat mai jalaata kaise
Tere haathon ke likhe khat mai jalaata kaise
Jinko duniya ki nigahon se chupaye rakha
Jinko ek umr kaleje se lagaye rakha
Deen jinko jinhe imaan banaye rakha
Tere khusboo mai basey khat mai jalaata kaise
Pyar mai doobe huwe khat mai jalaata kaise
Jinka har lafz mujhe yaad hai paani ki tarah
Yaad they mujko jo paighaam-e-zubaani ki tarah
Mujhko pyaare they jo anmol nishaani ki tarah
Tere khusboo mai basey khat mai jalaata kaise
Pyar mai doobe huwe khat mai jalaata kaise
Toone duniya ki nigahon se jo bachkar likhi
Saal ha saal mere naam barabar likhi
Kabhi din mai toh kabhi raath ko uthkar likhi
Tere khusboo mai basey khat mai jalaata kaise
Pyar mai doobe huwe khat mai jalaata kaise
Tere haathon ke likhe khat mai jalaata kaise
Tere khat aaj mai Ganga mai bahaa aaya hoon
Aag behte huwe paani mai laga aaya hoon
Bahut achi Chandni, an ecellent addition. Always thoroughly enjoyable.
Ayesha said:
~CHANDNI~ said:
Ayesha said:insan he bewafa hai...larka ho ya larki
ayeshaa right
akk sher yade aya
ham bawafa thy ise liye thokra diye gay
shayeed unhay talaash kise bewafa ki thy
wah wah wah