~CHANDNI~
Age: 125
7940 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
sham howa tum agaoo
writes "Sham howay tum a gaoo kuch batain hain kuch yadain hain is maan kay mandar kay andar aik maan ki devi rehty hai jo ab tak muj say roothy hai.. meri baat suno gusa choro gar waqat milay tu yeh soocho woh phool woh kagaz kay tukray woh chan lamhoon ki khus fehmi woh sari omer ka pachtawa woh pagal awara sa larka pharta tha teray rastoon par jisay dekh kay tum hans deety thein aur sath main yeh kehty thein meri baat sunoo mujhay janay do yeh phool yeh kagiz kay tukaray sab teray hain sab meray hain mujhay rehna band dareechoon main jehaan sans bhi leena mushkil hai main naam kisi kay aur likhi tera naam bhi leena mushkil hai meray khuwab bhi saray gharwi hain Haan Haan main janta hoon main manta hoon teri batien sari sachi hain. tum samnay a kar betho tu tumhain samnay dekh kay ro leain gain aik lafz na monh say bolain gain sham howay tum ajao
~CHANDNI~
Age: 125
7940 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
tumhay main bhool jaoon aur
writes "kabhi socha hay ye tum nay agar hum mil bhee jain tau guzara ho nahin sakta na tum khud ko meray sanchay main dhalo gi na main apni rawish ko chor paoon ga tum apnay husn par nazaa n main apni aqal par fakhir youn hum apni jaga donon aana kay khol main liptay huay resham kay keeray hain na mumkin compromise na samjhotay ki gunjaish tau bilaakhir yahi hoga kay hum donon juda hongay tau kia behter nahi hay ye kay hum donon bicharnay ki azeeat say hee na guzrain na tum ko yaad aaon main na mujh ko yaad aao tum tumhay main bhool jaoon aur mujhay bhee bhool jao tum