Age: 124
7838 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
cutefriend said:
mukaam aise bhi aaye thay ishq mein k jab yeh dil hoon k ansu roya tha! yaad hain aaj bhi woh lamhe woh pal! jab dard ko apne ashkon mein piroya thaaa
yun to milna na hua humhara tumse! palkon per aa ker thorre se khwaab to saja dete! humne to mana kiya tha sar-e-aam milne se! khwaabon mein bhi na aaye..itni to na saza deteee
Age: 124
7838 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Shaidu said:
Apni sach Muhabbat ko pane kayliey aap kaha tak jasakte hain , jabke aapko buhat see mukhlifaton ka samna ho
ham nay to un ko pahly hi yah kah diya tha
ajja chaly wahan pahry na hoon jahan na hoo doshman koi...........asy jahan may ja kay basayn gay chota sa akk ashiyan sajnaaaaaa may sada tery sath hoon yah jahan ho yah woh jahan.
Age: 124
7838 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
sms
Andheri raat me hote to kitna accha hota, Hum apni zaat me hote to kitna accha hota, Dekho baant liya hai tumhare baad hume logo ne, Tumhare haath me hote to kitna accha hota,
Meri mohabbat fanah kaun karega, sab nek banege to gunah kaun karega, aye khuda us bewafa ko salamaat rakhna, warna meri maut ki dua kaun karega
Na jaane ye nazre kyun udaas rehte hai Na jaane inhe kiski talaash rehti hai Ye jankar bhi ki woh apni nahi hai Fir bhi unhe paane ki aas rehti hai.
Age: 124
7838 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Ye pichlay ishq ke baatain hain jab aankh ma khuab dhamaktay thay jab dil main dagh chamaktay thay jab palkain shahar ka rastoon main ashkoon ka noor lutatee thee jab sansain ujlay chahroon ke tan man main phool sajhatee theen soochoon main bhavar par jaatay thay jab aik talatum rahta tha apnay bai ant khayaloon main har ahad nibhanay ke kasmain khat khoon sa likhnay ke rasmain jab aap thee hum dil waloon main ab apnee ujree ankhoon main jitnee roshan se ratain hain os umer ke sab soghatain hain jis umar ke khuab khayal howay wo pichlee umar thee beet gaee wo umar bataay saal howay ab apnee deed ke rastay main kuch rang hay guzray lamhoon ka kuch ashaq ke baratain hain kuch bhoolay bisray chahray hain kuch yadoon ke barsateen hain ye sab pichlay ishq ke batain
Age: 124
7838 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
The colorful hills are a beautiful sight Autumn's splendor is always a delight Standing on the bank of the river below Watching the water fall calm and slow.
God's beautiful handiwork is on display Spanning for miles around to portray Splendor to the landscape high and low And God must have planned it so..