Age: 124
7842 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
koolgemini said:
kis ka kis ka gham kare gii dooor bechari sharb jis ko dekho mekade ki simt bhaga jaye hey kya zamana tha khabi jab chup chupa ke is taraf ate thy log us mein bhi aik shan thi jab pee ke lehrate thy log ab tho is mashooq pe har shakhas ki niat kharab kis ka kis ka gham kare gii dooor bechari sharab peenay walon ko behakte dekh ke sharmaye hey
Age: 124
7842 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Aap se milke hum kuch badal se gaye , Sheher parhnay laga y gungunanay lagay Pahley Mashoor thi&n bsp; apni sanjeedagi , ab to jab dekhiyeh Muskuranay lagay
Age: 124
7842 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
KAHIN BAAR HUM BOHUT KHUSH HOTA HAI KI HUMSE BHI KOI ITNA PYAR KARENGA PAR JO BHI KARTA HAI SIRF DHOKA DETA HAI KISSI KO ITNA BHI NAHI PATA HOTA KI PYAR KYA HOTA HAI PYAR PYAR PYAR VISHVAS HAI, EK ATOOT RISHTA HAI JISME DO LOGO KA DIL MILTE HAI PAR AAJ TAK KISSE NA SACHA DILSA PYAR KARNA JAANA HI NAHI
Age: 124
7842 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga