~CHANDNI~
Age: 125
7900 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
chaaNdani tu merichaaNdani
(rang bhare baadal pe tere nainoN ke kaajal pe
maine is dil pe likh diyaa teraa naam chaaNdani o meri chaaNdani
la la la la la.. j:
chaaNdani o meri chaaNdani naam likh diyaa bin poochhe ye kaam kiyaa tumne mujhe
badnaam kiyaa, aa aa aa bin poochhe ye kaam kiyaa tumne
mujhe badnaam kiyaa khair chhoDo Darpok
kahin ke pyaar mujhe tum karte ho,
(phir kis baat se Darte ho
bolo bolo bolo na j: dil pe
likhi baatoN ko poNchh na de tu aaNchal se maine is dil
pe likh diyaa teraa naam chaaNdani o meri
chaaNdani you fool kaun?
main yes.. yes yes yes j: kyuN?
koi phool koi tohfaa
tum kuchh bhi saath nahin laate baDe vo ho,
samjhaaooN tumhen, pyaar sikhaaooN tumhen apni
mahboobaa se milne, (khaali haath nahin aate) tumhen nahin pataa?
arrey-rey-rey-rey-rey-rey,
aaj main bhool gayaa yaad rakhooNgaa ye kal se maine is dil pe likh diyaa teraa naam chaaNdani o
mery chaaNdani aley-ley-ley-ley-ley-ley,
baDi masti kartaa hai re tu mere shonaa, shonaa
shonaa shonaa
pakDo pakDo pakdo pakDo pakDo pakDo pakDo pakDo aa.. aa hunh j:
chaaNdani, o meri chaaNdani arrey jaa jaa, chaaNdani chaaNdani kartaa hai naam meraa dil
par likhkar bas tumne baat banaa lee hai
haay tumhen kyaa pataa
maine to dil ke andar, teri
tasveer lagaa lee hai dikhaaooN? dekhoge?
arrey pyaar mein tu jeet gayee apne premi paagal
se maine is dil pe likh diyaa teraa naam chaaNdani o meri chaaNdani
rang bhare baadal pe
tere nainoN ke kaajal pe maine is dil pe likh diyaa teraa naam chaaNdani, o meri chaaNdani
la la la la..
chaaNdani , o meri chaaNdani
chaaNdani, o main teri chaaNdani
~CHANDNI~
Age: 125
7900 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Yeh raat yeh chaandni phir kahaan,
sun jaa dil ki daastaan -
Hey pedo ki shaakhon pe Pedo ki shaakhon pe soyi soyi
chaandni, pedo ki shaakhon
pe Tere khayaalon mein khoyi khoyichaandni
Aur thodi der mein thak ke laut jaayegi Raat yeh
bahar ki phir kabhi na aayegi Do ek pal aur hai yeh
samaa, sun ja dil ki daastaan Hm hm hm, hm
hm hm Hey lehron ke hontho pe Lehron ke hontho pe
dheema dheema raag hai, lehron ke hontho
pe Bheegi hawaaon mein thandi thandhi aag hai Is haseen
aag mein tu bhi jalke dekhle Zindagi ke
geet ki dhun badal ke dekhle Khulne de ab dhadkano ki
zubaan, sun ja dil ki daastaan Hey jaati
bahaare hain Jaati bahaare hain uthti jawaaniyan, jaati
bahaare hain Taaron ke chaaon mein pehle
kahaaniyaan (Ek baar chal diye gar tujhe pukaarke
Lautkar na aayenge qaafilen bahaar ke
Aaja
abhi zindagi hai jawaan, sun ja dil ki daastaan Yeh
raat yehchaandni phir kahaan, sun jaa dil ki
daastaan Daastaan, daastaan