Age: 124
8249 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~ ßã£îçh ~ said:
~dipsominiac~ said:
i am really soory.. with due respect to all of u.. but i coun't help noticing that all u ppl are very filmi.. hehehe...welcome me.... and specially my friend mysteriousgal..
filmi well... lolz ahan weltome ji waisay aap ko , aik year baad yad aya jb lolzz
chalo aya to
balich ya tu ab bhi na ati... ya tu aj maray ghar thi tu i was posting tu is ka dil kiya k main bhi kar k daikhon tu she posted..... n atay hi hum logon ko filmi kah diya... tum sabar karo tum ko welcome karnay ki bajaay main tumko seedha karti hoon.... tum nay mujhay yani mujhay aur mari jb family ko filmi kaha... sabar kar jaon tum zara....
Age: 124
8249 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said:
Batainn Kerna aur JB per Poems Post kerna Bohat Aasaan hota hay
yani u r thinking k jo main nay likha woh jhoot tha... forget it... koi kisi kay dil ka hal nahin jan sakta....ok new beau.... if i feel sumthing for my mother i cant express it ya main nay sab mothers k liyay likha hai orite
Age: 124
8249 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Kabhi to tum ko yaad aayin gi Wo baharain wo sama
Jhuke jhuke badalon ke neeche Mile thay hum tum jahan jahan
Kabhi to tum ko yaad aain gay
Tum se bichhre saddiyan beetin Phir bhi humain yaad aatay ho Saya banke aahat banke aaj bhi tum tarpate ho Zindagi kitni bezar hai Tumne abhi to mujhse kaha tha Tumse piar hai
Kahan kahi wo piar ki qasmain Piar ka wada kia howa
Kabhi to tum ko yaad aain gay
Jitna tumko apna samjha Utne hi tum begane thay Humne kia kia aas lagai Hum kitne diwane thay Bin har kali khaar hai Tumne abhi to mujhse kaha tha Tumse piar hai Kahan gain wo piar ki qasmain Piar ka wada kia howa