Logo

ramzan mi log itnay chircharay kue ho jat

ramzan mein loog itnay chirccharay kue ho jatay hain ??

ramzan ka pehla din and i saw three fights woe be bohot choti choti batoon paar i don't know why peoples do that ore woe be ramzan mein ...

Posted on 10/16/2004 6:31:38 PM

hum log apne nafs k itne ghulam ho chuke hein apne jism ko har asaaish ka itna aadi bana chuke hein k
jaise hi koi baat iss nafs ki marzi k khilaf hoti hai woh shetan ki tarha hamare sir pe sawar ho jata hai

asal mei hum log yeh bhool chuke hein k roza bhooka rehne ka nahi apne nafs ko controle mei rakhne ka naam hai,,
mere opinion mei to gussa karne se roza kam se kam makrooh ho jana chaiye

Posted on 10/16/2004 7:06:39 PM

haan haan sall hamesha nice he kehti hai....hum loog ayesay kue ho chukay hain

Posted on 10/17/2004 12:55:37 AM

iss liye k hum log murda dil log hein
means hamare dil se ehsas khatam ho chuka hai

hmm,, it gave me an idea
lemme post a new topic

Posted on 10/17/2004 2:07:59 PM

""we fast and get closer to Allah in faith, spirit, and mind"""

raellyyyy

Posted on 10/17/2004 2:11:34 PM

hmm,,
kehne ki baat hai sofi
kitne log hakeekat mei Khuda k nazdeek hote hein ramadan mei
aur agar wakai hote hein to eid k saath hi Khuda se door kyun ho jate hein ??

Posted on 10/17/2004 10:37:37 PM

sahee kaha Sall aap ne

waisay mere dad bhi ramzan main bahut gussay main aa jate hain.



main gussay main to nahin aata lekin tabiat bahut jaldee down ho jatee hay

Posted on 10/18/2004 10:28:44 AM


Posted on 10/18/2004 11:44:37 AM

dekha ek aur nafs ka ghulam

Posted on 10/18/2004 12:15:06 PM

hehehee,,,
koi baat nahi adii bacha
hota hai hota hai,,, dont worry aap akele nhi ho





hmmmm waise all guyz aise hi karte hein
gusse mei harr time :s
me down ho jati hu thori si par woh to aam din mei bhi
ramadan se koi khaas fark nahi parta

Posted on 10/18/2004 12:48:40 PM

SAll bhi aap kay sath hay

Posted on 10/18/2004 1:33:36 PM

han to,, hu na
aap k khyal mei me aap ko keh rahi thi kya
aap nafs k nahi shetan k ghulam ho

Posted on 10/18/2004 1:40:52 PM

hum khud shetan hain SALL BB

Posted on 10/18/2004 1:44:50 PM

faradiya:
ramzan mein loog itnay chirccharay kue ho jatay hain ??

ramzan ka pehla din and i saw three fights woe be bohot choti choti batoon paar i don't know why peoples do that ore woe be ramzan mein ...


unko roozay ka matlab nahi pata jo lartay hein .. asal main loog rozay ko samjhtay nahi hein .. bhooka piyaasa rehnay say rooza nahi hota .. hamain har burayee say apnay app ko rookna hota hai .. hamree zaban .. kaan .. har body part ka rooza hota hai .. loogon ko ILM nahi hai ... is liay ye haal hai..

Posted on 10/18/2004 1:48:44 PM

HADITH:
Sahl Ibne Sa'd radhiyallahu anhu narrates from our Prophet sallallahu alayhi wasallam that he said, "Verily! In Jannah, there is a door called ‘Ar Rayyaan’, through which will enter the fasting people on the Day of Judgement. No one will enter through this door besides them. It will be announced, 'Where are the fasting people?' They will stand (and enter). No one will enter besides them. Once they will enter, the door will be locked so no one can enter through it (after them)."

ab ye jin logoon nay roozay rakhay hein .. namaz parhi .. naik kaam kiay aur apnay app ko buray kaam say rooka un kay liay nahi .. na janay hum roza rakh ker bhe kitnay buray kaam ker jatay hein .. Allah hum saab ko mauf karay aur naik banayee.. Ameen..

Posted on 10/18/2004 1:51:15 PM

lekin self control loose hone ki waja bhi to yehi hay

Posted on 10/18/2004 1:51:27 PM

hawwwww...
teeeeeeeeeennnnnnnnnnnnnnn
daaaabbbbbbbbbbaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
shetan hai




maarooo marrroooo saare maro
chorna na issssse

Posted on 10/18/2004 1:52:57 PM

A few common evils, which are regarded lightly, but are very detrimental to a fasting person, should be taken into consideration and avoided totally:

Telling lies.
Backbiting.
Quarrelling.
Eating haraam items.
Earning through unlawful means.
Any act which may harm or cause grief to a person.


In short, a person should try to refrain from all kinds of sins - protecting his ears, eyes, tongue and all other organs from indulging in unlawful activities. When a Muslim spends his Ramadhaan in this manner then he will notice great changes in his life. Spiritual strength will be gained, which will facilitate him to conduct his life according to Islaam, together with Allah's Pleasure.


Posted on 10/18/2004 1:53:32 PM

Aboo Hurayrah radhiyallahu anhu narrates from our beloved Prophet sallallahu alayhi wasallam that he said, "One who keeps the fast of Ramadhaan with Imaan (faith) and longing for reward, all his previous sins are forgiven."
(Bukhaari, Muslim)

Posted on 10/18/2004 1:54:35 PM

hmmmmmmmmm nice

Posted on 10/18/2004 2:05:20 PM

self cotrole lose karne ka matlab hai k
hum apni body ko controle nahi kar rahe
hamari body humein controle kar rahi hai

hamari senses hamari help karne liye hein
humein controle karne liye nahi



good F16
par yaar hum log jhoot k itne adii ho chuke hein k iss k bager chal nahi sakte,,, ya chalna nahi chahte

Posted on 10/18/2004 2:27:35 PM

tum apni baat karo SALL bajee


khair good one F-16

Posted on 10/19/2004 9:08:08 AM



khamkha mei chir chir matttttt karrrooooooo
khamoossshhhhhhhhhhhhhhh


Posted on 10/19/2004 2:37:33 PM

Assalam-o-Aleikum!
its a nice to be see only.......
just kidding naa........

actully ramzan mai sab shortage of time ki waja se apne saray dinn ke Task at once achieve karne ke chakkar mai hote hein..
include me.........
jab nahi ho pata tu frustraion mai aisa karta hai.....
i agree wid Sall ke we are Heartedly Dead...........
btw mujhe bhi iftaari mai mann pasand cheezian naa milein tu mein bhi.....................



take care
Chao

Posted on 10/19/2004 2:55:41 PM

AOA...........i think kuch waja Deen(islam) se bhi doori hai..............
i mean ke hamien knowledge nahi hai..........




take care
Chao

Posted on 10/19/2004 3:47:13 PM

SALL:
self cotrole lose karne ka matlab hai k
hum apni body ko controle nahi kar rahe
hamari body humein controle kar rahi hai

hamari senses hamari help karne liye hein
humein controle karne liye nahi



good F16
par yaar hum log jhoot k itne adii ho chuke hein k iss k bager chal nahi sakte,,, ya chalna nahi chahte


jhoot tu aj kal kuch samjha jata he nahi hai .. y don't people understand kay ye GUNAAH_E_KABEERA main say hai .. aur har burayee ki jaar hai .. agar jhoot na rahay tu bohat se buraiyaan khatam hoo jain ..
actually kasoor hamara bhe hai .. hum jhoot bool daitay hein aur aksar keh daitay hein hum nay tu MAZAAK kia tha .. actually MAZAAk kerna theeek hai .. par jhoot aur mazaak main farq hota hai.. agar hum logoon ko discourage karein .. un ki baat par yakeen na karein kay ye tu jhoot booltay hein.. simply ignore karein .. tu i think jhoot kuch haad taak kam ho sakta hai...

Posted on 10/19/2004 7:32:44 PM

aray ye kya keh dea f16 phir becharay shahrukh bhiyaa kaha jayeen gey


nice to see f16 tum aab samajdar hoti ja rahi ho

Posted on 10/19/2004 11:27:26 PM

shahrukh khan:
faradiya:
ramzan mein loog itnay chirccharay kue ho jatay hain ??

ramzan ka pehla din and i saw three fights woe be bohot choti choti batoon paar i don't know why peoples do that ore woe be ramzan mein ...


to be honest..aaj tak maine ramzan main kisi ko fight karte nahi dekha


tum nein dekha he kya hai filmoon kay seva

Posted on 10/19/2004 11:31:55 PM

rite F16
hum log wakai jhoot ko gunah samajhte hi nahi,,
aik choti si galti ko chupane liye jhoot pe jhoot bole chale jaate hein





heeehheheee..
ather uz zamaaaannn,, ghar se bhi kabhi nikla karo
larai nahi dekhi to bata do abhi kuch namoona peish kar dete hein

hey freddyy start

Posted on 10/20/2004 11:41:20 PM

nahi mein larkiyoon sei larayi nahi karta specially sumo wrestlers sei




































kekekekekekeke

Posted on 10/20/2004 11:57:20 PM

ha ha haaaaaaaaaaaaaaaa
aur hansu






bewakooof logon
me itni slim hu k kabhi kabhi mujhe khud shak hone lagta hai im anorexic

Posted on 10/21/2004 12:03:46 AM