Logo

zindagi kabhi kbhar kuoon ulajh si jati h

zindagi kabhi kbhar kuoon ulajh si jati hai...

Zindagi kabhi kabhar kuoon ulajh si jati hai
Umeed ki yeh kiran jany kis simat ko jati hai

Rehber ki beaitnaie ne uljha dia hai mujhe ko
Warna yeh mooj e derya sahil hi ko jatie hai

kis se inkar keron kis ka iqrar keroon
Abb to ankh be ansoon ko nae rah dikhlati hai

Abb to dua go hoon ajj main apney rab se
phir kuon taqdeer hi tadbir se shermati hai

Ger a jain umeeden bahar ban k
chaley jo carvan to manzil a hi jati hai

Bhujh gia jo chrag e dil ger is bahar main
Perwana b behak uthey ga k yaad a ti hai


Posted on 10/18/2004 4:27:10 AM

nice

Posted on 10/18/2004 4:42:29 AM

kis se inkar keron kis ka iqrar keroon
Abb to ankh be ansoon ko nae rah dikhlati hai

gr8

Posted on 10/20/2004 10:43:14 PM

Bhujh gia jo chrag e dil ger is bahar main
Perwana b behak uthey ga k yaad a ti hai

vey nice

Posted on 10/21/2004 2:52:27 AM

sawan ho bahar ho un ka dedaar ho
shama ho jaye roshan parvanon ko kia kabar
raat ki katti hoi ghariyon ko rok lo
kahin guzar nah jaye bass dedaar ho

Posted on 10/27/2004 3:10:40 PM