AOA……………………………kaise hein sab loog?................yara kuch time se I am feeling that waqai mai Generation Gape aa gya hai…………..
Kya hai Generation Gape?????
Is that something between Young & Old Generation………………………..then……
What is the definition of young & old generation?
What are the Characteristics which may cause for it?
What we shud do to our Youngsters if we are older?
What we shud do to our elders if we are younger?
Is that due to lack of education??????
Is religion brought up us mentally?
Add ur point wat do you think abt it
Kabhi kabhi tu lagta hai ke generation gape hai…………………………………….
Mujh mai aur mere parents mai…………..
Mujh mai aur mere Elder Brother mai
Mujh mai aur mere younger Brother mai
Disagree hote hein ham sometimes……………………hardly hurt hote hein sometimes………
Kuch samjujh nahi aata mujhe sometimes…………believe mai…………………..
What I realize ke before there was a Weapon War…………now its Cyber War………………..in Future May be it will turn to Views War………………..iraq & Afghanistan are its current Examples.jo nahi Agree kare ga he/she will Deformate(and SRK’s Islam in Freedom of speech is second sample)
Just kidding
pls do ur points.............its requested to few JBianz pls dont be Floody on this topic
jahaan taak jb main generation ka sawal hai tu main tu her kisi say keh daitee hoon jo kehna hota hai .. with respect aur is tarah kay kisi ko bura na lagay ..
aur jahaan taak family main genration gap hai .. wo tu hota he hai .. coz hum agar koi baat karin tu baray yahee kehtay hein kay we r more experienced than u.. par hamisha bhee aisa nahi hota .. kabhee kabhee baray chotay suun bhee laitay hein..
agar jb mey koi senior citizen member hote to ham is
topic ka behtar conclusion niqal saqte topic
mey jaaaaaan zaror hay lekin yeh ek sticky topic hay
. perhaps is liay k generation gap ko barhanay mey hamara bhi kuch kasoooooor hay aur ham apni ghaltiko
accept nahin karna chahtey . aurisi liay abhi tak thori
posts aaai hain
yara supid ye tu sub ko pata hai generation gap hota hai....................................maza tu tub hai koi ye batayee..........kin waja sei ye generation Gap hota hai..........???
pagal stoopid
mera jawab aik dammm sahi hai,, that s the reason of generation gap
ab issi ko ghuma k keh lo to aur baat hai
hum apne parents ki purani soch se pareshan hein
jo azaadi woh humein dete hein humein kam lagti hai
par yehi baat jab hamare bache kehte hein to hum samajh nahi sakte
Y ??
just coz humein lagta hai k hamare parents galt hein
hamare bache bhi galt hein
sirf HUM sahi hein
funnnyyyy
but yara baat sirf Aazadi ki baat hi nahi hai ......
there are so many things which needs a specific answer.
in Europe ur parents can beat their own childern.
but in Sub-Continent........... .........maar maar ke parents Childern ka Bhurta bana dete hein ........