Sare rah kuch bhi kaha nahin kabhi us k ghar mein gya nahin!
Mein janam janam se usi ka hoon usey aaj talak yeh pata nahin!
Yeh khuda ki dain ajeeb hai k isi ka naam nasseb hai ........!
Jisey tu ne chaha woh mill gya jisey mein ne chaha woh mila nahin!