Naraazgi ki koi baat nahin hay....I just recieved an Info..And I shared it...
In the Year 1800 One Novelist wrote a novel in which he Mentioned that ...Britain Made a new Warship which works underwater and can launce special bombs...which they call MISSILES....It send Missile from the deepest place under Ocean...and Missiles destroys the big army ships...
Logonn nay uss ka bohat mazaaq Uraya..aur ussay IMAGINARY qaraar diya..magar SIYAANAY sar jor ker baith gaye...aur sirf 6years kay baad...England nay SUB MARINE bana li thi.....
Baray Kaarnaamay sirf DEEWANAY KA KHUAWAB hi hua kerta y hainn pehlay pehal....Magar Phir Duniya bohat jald dekhti hay keh MAJZOOB ki baatainn Haqeeqat ban ker saamnay aa jaati hainn...
pffff,, naya bhai jii
ho gae na naraaz
i was talking abt facts
i ve been working with airbus aur kabhi khayalon mei bhi kissi ne iss baare baat nahi ki (last month tak)
and 3yrs,,, yar 3 yrs bohot bohot bohot kam hote hein aise project ko poora karne liye..
aap to dil pe le lete ho baat,, me to uss bande ki baat kar rahi thi jiss ne yeh article likha hai
![]()