Logo

janey walloun ko kabhi yaad nahi kiya kar


hay friend i love this
janey walloun ko kabhi yaad kiya nahin kertey

ishq mein lagey howey zaham kabhi sila nahin kertey

wo kertey they her waqat dedaar ke battein

mein kaissey bataoun ke becharney walley kabhi mila nahin kertey

jenhein shak se toor diya jaye bedarddi se

wo phool ziyada derr tak tazza raha nahin kertey

wo loog jo bohat haseen hotey hein

kabhi bhi kissi se wafa nahin kertey

jin ko addat ho dill torr deney ke unn se kehna

tootey howey dill kabhi jorra nahin kertey

bohat bedard hein iss duniya mein basney walley

iss bedard ke duaa hum kiya nahin kertey

jo janta ho iss shidat e tanhaiye ko

wo ishq ka jaam kabhi piya nahin kertey

wafa ke badely mein milli ho bewafaye jissey

wo chaltey phirtey to hein mager jiya nahin kertey

mohabbet mein jo ker daitey hein hudd ko barbaad

wo to sanam ki bewafaye ka gilla nahin kertey

wo to rehtey hein khayaloun mein basey

mein kaisey keh doun wo muj se milla nahin kertey

janey walloun ko rook lo

sachey hum dum bar bar milla nahin kertey




Posted on 12/11/2005 9:30:25 PM

niCe

Posted on 12/12/2005 12:15:49 AM

nice sharing

Posted on 12/12/2005 4:23:23 AM

thx 4 ur liking it

Posted on 12/12/2005 3:18:35 PM

Good Faizan...


Yehi tou wohi baat hui meray waali

"Mainn Jiss ko Chhor deta hoon, Phir uss ko Bhool jaata hoon"
"Phir uss gali ki jaanib murr kay bhi dekha nahin kerta "

Posted on 12/12/2005 4:08:03 PM

§alman AzaÐ:
niCe

thx a lot 4 ur liking it

Posted on 12/12/2005 5:14:33 PM

itz my pleasuRe bdY
ur poetrY wazZz reallY awesuM...!!

Posted on 12/12/2005 7:04:22 PM