Logo

~ kitney ajeeeb ..............

yahan sabhi apney hain
sab k laboon per apney taraney hain.........

kitney ajeeeb ............

le jaye naseeb jis ko jahan per

kitney ajeeb rishtey hian yahan per.......

khawaboon kee yeh duniya hai

khawaboon mein hee rehna hai

rahaien le jayein sang sang chalna hai

wakt ney hamesha naye khel khelay ....

kuch bhi ho jaye yahan ... bus khush rehna hai

kitney ajeeb rishtey hain yahan

2 pal miltey hain ... saath saath chaltey hain

( dedicated to jb folks)

Posted on 3/18/2006 10:25:57 PM

lo jiii,, mubarik ho sab ko
roti shakal is back





frangi bawwaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
kabhi to dil se hans diya karoooooooo
aisa hi hota hai
tabhi to hum kissi se rishta nahi jorte

Posted on 3/18/2006 10:29:43 PM

lo ji mein kab roya bhala

Posted on 3/18/2006 10:31:15 PM

me ne kab kaha k aap roe
mujhe pata hai aap ro nahi rahe

aap ki shakal hi aisi hai



















kissi din KOI meri pitai na kar de

Posted on 3/18/2006 10:33:07 PM

Patayee tu aab hogi zaroor hogi

Posted on 3/18/2006 10:37:31 PM

aap ki ??

konsi naee baat hai
hoti rehti hai

Posted on 3/18/2006 10:42:12 PM

~Fragi~:
yahan sabhi apney hain
sab k laboon per apney taraney hain.........

kitney ajeeeb ............

le jaye naseeb jis ko jahan per

kitney ajeeb rishtey hian yahan per.......

khawaboon kee yeh duniya hai

khawaboon mein hee rehna hai

rahaien le jayein sang sang chalna hai

wakt ney hamesha naye khel khelay ....

kuch bhi ho jaye yahan ... bus khush rehna hai

kitney ajeeb rishtey hain yahan

2 pal miltey hain ... saath saath chaltey hain

( dedicated to jb folks)




Tum Abbhi Nayay ho na is liya pershan hoo Asman ki janab Is thran say mut Dekho
Aftian Jub bhi Anie ho Totna Sitroon k reet is nagar ki hai aur na janay kub say hai





Posted on 3/18/2006 10:46:46 PM

SALL:
aap ki ??

konsi naee baat hai
hoti rehti hai



meri nahi aapkee

Posted on 3/18/2006 10:50:33 PM

hae hae
aap ko hansi to i

hum pit'te hue bhi doosron ko hansa dete hein
uffff Allah,,
hum kitne ache hein

Posted on 3/18/2006 10:52:39 PM

Gee-Z:
~Fragi~:
yahan sabhi apney hain
sab k laboon per apney taraney hain.........

kitney ajeeeb ............

le jaye naseeb jis ko jahan per

kitney ajeeb rishtey hian yahan per.......

khawaboon kee yeh duniya hai

khawaboon mein hee rehna hai

rahaien le jayein sang sang chalna hai

wakt ney hamesha naye khel khelay ....

kuch bhi ho jaye yahan ... bus khush rehna hai

kitney ajeeb rishtey hain yahan

2 pal miltey hain ... saath saath chaltey hain

( dedicated to jb folks)




Tum Abbhi Nayay ho na is liya pershan hoo Asman ki janab Is thran say mut Dekho
Aftian Jub bhi Anie ho Totna Sitroon k reet is nagar ki hai aur na janay kub say hai







woh kafila mera tha

woh mera muntazir tha

mein us ka ameer tha

mein us ka rehbar tha

woh kafla mera tha

woh kafla mera tha

bicharna asaan nahi tha

per hum ko bichar kar jana para

woh sataray jo rasta bataney per tuley they aab chupkey sey badloon kee pechey khamooshi sey safar mein magan they ... woh chand jo kabhi shor machata rehta tha aaj badlooon kee chader mein woh dair talak sota hee raha ... meri manzil meri pehchan yehhi kafla tu tha ...

Posted on 3/18/2006 10:56:00 PM

SALL:
hae hae
aap ko hansi to i

hum pit'te hue bhi doosron ko hansa dete hein
uffff Allah,,
hum kitne ache hein



aap achey nahi hain ....yeh tu confirm hai k aap achey nahi hain

Posted on 3/18/2006 10:58:47 PM

bas esa he hae

Posted on 3/18/2006 11:37:32 PM

~Fragi~:
Gee-Z:
~Fragi~:
yahan sabhi apney hain
sab k laboon per apney taraney hain.........

kitney ajeeeb ............

le jaye naseeb jis ko jahan per

kitney ajeeb rishtey hian yahan per.......

khawaboon kee yeh duniya hai

khawaboon mein hee rehna hai

rahaien le jayein sang sang chalna hai

wakt ney hamesha naye khel khelay ....

kuch bhi ho jaye yahan ... bus khush rehna hai

kitney ajeeb rishtey hain yahan

2 pal miltey hain ... saath saath chaltey hain

( dedicated to jb folks)




Tum Abbhi Nayay ho na is liya pershan hoo Asman ki janab Is thran say mut Dekho
Aftian Jub bhi Anie ho Totna Sitroon k reet is nagar ki hai aur na janay kub say hai







woh kafila mera tha

woh mera muntazir tha

mein us ka ameer tha

mein us ka rehbar tha

woh kafla mera tha

woh kafla mera tha

bicharna asaan nahi tha

per hum ko bichar kar jana para

woh sataray jo rasta bataney per tuley they aab chupkey sey badloon kee pechey khamooshi sey safar mein magan they ... woh chand jo kabhi shor machata rehta tha aaj badlooon kee chader mein woh dair talak sota hee raha ... meri manzil meri pehchan yehhi kafla tu tha ...



hmmmmm

Hum say Na Poch Rastay Ghar k
Hum Musfir hain Umer Bhar k

sulah kar li yah soch k hum nay
Mery dushman Na Thay Bar-ra-barr k

khud say Khaymay jala diyay Mai nay
hoslay dekhany thay lashkar k


Posted on 3/19/2006 1:09:57 AM

~Fragi~:
yahan sabhi apney hain
sab k laboon per apney taraney hain.........

kitney ajeeeb ............

le jaye naseeb jis ko jahan per

kitney ajeeb rishtey hian yahan per.......

khawaboon kee yeh duniya hai

khawaboon mein hee rehna hai

rahaien le jayein sang sang chalna hai

wakt ney hamesha naye khel khelay ....

kuch bhi ho jaye yahan ... bus khush rehna hai

kitney ajeeb rishtey hain yahan

2 pal miltey hain ... saath saath chaltey hain

( dedicated to jb folks)



wah jee wah kiya baat hai fragi jeeee

Posted on 3/19/2006 1:17:13 AM

- mein tu hosla mand ho ker bhi hosla chor bheta

Posted on 3/19/2006 11:49:55 AM

khud say aa-gahie na rakhny wala
apni zindgi say khel betha



holla

Posted on 3/19/2006 11:57:26 AM

kitney ajeeb

rishtey hain yahan pey................


sab saath saath chaltey hain ..............


Posted on 3/19/2006 12:10:29 PM

Be saroo saman hain rishtoon ki Bherd mai
safar tanha ho tu kon saath chalta hai





holla

Posted on 3/19/2006 12:33:33 PM

do pal miltey hain
saath saath chaltey hain .....

jab moor aye tu bach k nikaltey hain

kitney ajeeb rishtey hain yahan pe......

yahan sabhi apney hain ...........

i really love u all guyz n gulz ....

Posted on 3/19/2006 4:26:06 PM




MAAAAAAAAAA Ki Duaaaaaaaaaaaaaaaaa
Janattttttt Ki Hawaaaaaaaaaaaaaaa





holla



Posted on 3/19/2006 4:32:20 PM

funny

Posted on 3/19/2006 4:35:08 PM

hum na waqif thay teri self awarness say
laughing at own expense har kise k kaam nahi







hahahahah



holla

Posted on 3/19/2006 4:43:31 PM

Gee-Z:



MAAAAAAAAAA Ki Duaaaaaaaaaaaaaaaaa
Janattttttt Ki Hawaaaaaaaaaaaaaaa





holla




rite

Posted on 3/20/2006 1:18:37 AM

haan kafi ajeeb hae

Posted on 3/20/2006 4:30:01 AM


Posted on 3/20/2006 12:14:46 PM

haan sachi mae

Posted on 3/27/2006 12:57:06 AM

yeh neend ka kiya kaam

Posted on 4/9/2006 11:42:09 AM