ary yar plz agar maire manooooooooo to plz pyar khabhe zendage main mat karna khabhe bhe s say zyada buree cheez main nay aapne 20year main nahe dhaika hai.
pyaar karna hai to us larki/larkay se karo jis pe tumh yakeen hai keh woh sirf thumharay saath hee hogi/ga hamesha hamesha ke liye
warna its useless wastage of time, tears ull ruin ur lyf
yar kaha tu sahi hai u ne mujrim bro
per kiya keryen is ke bawajood bahut prblms a jati hain
firka wariat (ager firka diff ho )
and koi na koi family main se aitraz ker deta hai
bahut hi pangye a jatyen hain
mujhe dala hai aur mujhe agta hai mei har baar uss imtehan mei fail huwa hoo
siwaye iss baar ke jahan tak lagta hai mujhe
dua to yehi hai keh yeh imtehan ko paar karjao
sahi zindagi buhut achi hai
bigarnay walay to hum hai
aur javad jee har kissi ka experience aur luck aapki tarha acha nai hota mashallah aapko woh milgaya to allah ka shukar kiya karo
hum bhi har haal mei allah ka shukar hee kar rahei hai bhalay achay ho yaa buray