Logo

Pyar aik rangeen dhoka ya aik Zendage

Pyar aik rangeen dhoka to khabhe aik poree Zendage hai.Pata nahe yeh kaisy ho jata hai.Magar jab ho jata to samjo insan ya to aadha pagal ho jata hai ya pora magar pagal zaror ho jata hai.

Posted on 11/24/2006 4:58:34 PM


Posted on 11/24/2006 6:47:58 PM

yeh aapki luck pe depend karta hain.shayad yeh aap kay liye dhairo khushiyan le kar aaye.ya shayad aisa na ho.

Posted on 11/25/2006 8:17:02 AM

ji ... ab sabky liye esa nahi hota..

Posted on 11/25/2006 5:16:30 PM


Khush naseeb hain woh jin ko pyar milta hai.

Posted on 11/25/2006 5:27:23 PM

wah jee wah kiya baat hai

Posted on 11/26/2006 12:36:28 AM

Pyar aik rangeen dhoka to khabhe aik poree Zendage hai.Pata nahe yeh kaisy ho jata hai.Magar jab ho jata to samjo insan ya to aadha pagal ho jata hai ya pora magar pagal zaror ho jata hai }sahi kaha ap nay

Posted on 11/26/2006 3:52:12 AM

aik rangeen dhoka ziyaada lagta hai

Posted on 11/27/2006 2:08:16 AM

per ek nayi zindagi bhi ho sakti hain.
ek baat to hain k luck factor har jaga hota hain so pyaar main bhi hain.

Posted on 11/29/2006 8:56:20 AM

Well nice..!

Posted on 12/6/2006 1:49:44 PM