Logo

AFTER 27TH

of ramadan,aise lagta he jaise roze khatam ho gay,traaveeh k time masjidain phir sooni sooni ho jati hain,markets main vo rush k khuda ki panah,log roze bhool ker eid i fiker main per jate hain.
kya hum ramadan se itne tung aye huay hote hain

Posted on 10/11/2007 8:22:03 PM

teng ka tu nahi keh saktay .. per eid ki tu waqayee sab ko ziada he khushi chari hoti hai..

Posted on 10/11/2007 10:45:26 PM

han to aap kya chahte ho k log roz roz
5 wakt ki namaz parhein

aur sadgi ki zindagi apna k dher dher shopping karna chor dein



tussi nikamma jiii kamal ho jiii

Posted on 10/12/2007 12:08:45 PM

27th kay baad ramzan khatam to nahi ho jata. bas josh khatam ho jata hai logon ka. shopping karnay jao to shoping karnay walon sai ziada un ko dekhnay walay hotay hain.

Posted on 10/12/2007 12:20:22 PM

yar,jis se suno batain itni beri beri,raadan main yeh hota he aur v hota he,aur amal sab k mere jaise
bas is baat ka afsos hota he aur kuch nahi

Posted on 10/12/2007 7:40:28 PM

bus ji yeh tu insaan kee fitrat hai

per Allah k naik log b mojood hotey hain jo ibaadaaat aur thewarooon mein balance rakhtey hain

Posted on 10/13/2007 3:08:59 AM

han g mery jesay naik loag.........jo roaz sehri tym aik adad neki karty rahy hain................


BTT
nikama bhai sb hum ramzan se tang nai atay balkay hum eid k liay ziada purjosh ho jaty hain na.........

ab eid ko khushi khushi welcome na kehna to kufran e naimat hai na.......

Posted on 10/13/2007 3:24:32 PM

haan jee,eid ko zaroor welcome karain lekin ramadaan k jane per khushi nahi afsos hona chahiay

Posted on 10/14/2007 4:13:28 PM

u made till the end of ramzan "alive" n ager tu u have fully enjoyed our appni abadat ki tu shud b happy k apko yeh moka milla, wasay b janu, eid per sab khush nahi hotay kuch loug appnay say door hotay hain, our eid is like a sunday to them

Posted on 10/15/2007 1:07:45 AM