Logo

Pather se wafa bout se sada mang raha ...

Pather se wafa bout se sada mang raha By MANAN QADEER MANAN

Pather se wafa bout se sada mang raha hoon

Kyon aj main sehra se kahta mang raha hoon

**********
Muddat se kohi DIL ko dukhane nhi aya

aaa jaoo kohi zakam neya mang raha hai

**********

Hai Chand bahot door mere dast rasa se

jo ghar main jale aysa DIYA mang raha hoon

**********

jo jurm-e-mohabbat tujhe mera bana day

aysi he kohi pyari saza mang raha hoon

**********

mahloom hai tum gahr ke hoo jao gaay MANAN

phair bhi tumain pane ki DUA mang raha hoon
MANAN QADEER MANAN
WAFAKADARD

Posted on 1/19/2008 10:13:15 AM

buhat khoob      
i think He is a new poet
Kyunki pehlay kabhi unki poetry parhnay ka ittefak nahi hua

Posted on 1/19/2008 5:38:36 PM

ji 3 books out hain us ki
takreebaan 2 years hooo gaay hoon gay 1st book ko

likun acha poet hai

Posted on 1/19/2008 8:45:21 PM

Manan Qadeer Manan

Yaroon ko , Pyaaron ko Mere Chand Setaroon ko
Kyon Cheen layta hai yeh Puchoon gha KUDA se

Posted on 1/19/2008 8:46:39 PM

Thanks
yaa very good poetry
Yaroon ko , Pyaaron ko Mere Chand Setaroon ko
Kyon Cheen layta hai yeh Puchoon gha KUDA se


Posted on 1/20/2008 4:23:38 PM