click here 
kia hua tera wadda 
woh kasam woh irada 
bhoole ga dil jis din tumhey 
woh din zindagi ka akhri din ho ga 
kia hua tera wada 
woh kasam woh irada 
yaad hai mujh ko tu ne kaha tha 
tum se nahi roothey gayen kabhi 
dil k itarah se aj mile hain 
kese bhala tootyen ge kabhi 
teri bahoon main beti har shaam 
bewafa yeh bhi kia yaad nahi 
kia hua tera wadda woh kasam woh irada 
bhoole ga din jis dil tumhe 
woh din zindagi ka akhri din ho ga 
kia hua tera wada woh kasam woh irada
o kehne walye mujh ko fareebi 
kon fareebi hia yeh bata 
woh kis ne gham lia pyar ki khatir 
ya jis ne pyar ko beech dia 
nasha daulat ka esa bhi kia 
ke tujhe kuch bhi yaad nahi 
kia hua tera wada 
woh kasam 
woh irada 
bhoole ga dil jis din tumhey 
woh din zindagi ka kahri din ho ga