Logo

Emaan Ki roshini

Hamain tum say kitni Mohabbat hain
shayad hum khud bhi na bata sakay
Muhabbat itni
jitni in sard lehron main sardi ki shiddat hain
yaa in barasti boondon k hisaab jitni
ya shayad hamari zindagi main ab tak li huee saanso jitni
Halaat nay aaj tumhain aur hamain phir wahan la khara kiya hain
jiska andhera ab tak deewaron main aahain bharta hain
jiska har ghum har aankh ki nami hain
magar tab Emaan ki Roshni say hum kamyaab huay
aaj hum wohi Emaan ki Roshni Mangtay hain
Hum is Andhairay ko phir Roshni bana daingay
phir say Azaadi tere pehlon ki chhao bana daingay
tumhain Phir say Gulistan bana dainay
Tumhain Apna Pyaara AFGHANISTAN bana daingay
Hum apna yehi Jazba e Emaan mangtay hain

Posted on 2/18/2008 8:52:43 AM

AMAZING WOW WHAT A BEAUTIFUL

Posted on 2/18/2008 9:56:53 AM


Beautiful

Posted on 2/19/2008 6:51:47 AM

thanks alot

Posted on 2/19/2008 8:51:26 AM

very nice

Posted on 2/19/2008 10:08:25 AM


nice one...

Posted on 2/25/2008 10:36:38 AM

Thanks

Posted on 2/25/2008 1:00:52 PM

very nice

Posted on 2/25/2008 3:10:50 PM

Thank You

Posted on 2/25/2008 3:57:30 PM

good ss

Posted on 3/7/2008 6:17:38 AM

Thanks alot

Posted on 3/7/2008 8:32:13 AM