sun shine ..politics has always been dirty in every part of the world.
imran khan zindabad![]()
sun shine ..politics has always been dirty in every part of the world.
Assalam O Alaikum
yaa right
politics may har taraf bay imaani hay
aur jin logon main aik achay Leader kay ausaaf hotay hain
woh is say door rehtay hain
kyunki woh jantay hain k System ko badalna kaafi mushkil hain ,isi liye ya to aap politics main na aae ya phir system ko badalnay say pehlay hi log aapko khatam kar daingay.
yaa system kharaab hain
per system kharaab kyun hain?
kyunki Govt ki ghalat policies ki waja say.
Yaa right
Time kay saath theek to ho jayega
aur theek hamain aur aapko karna parayga.
khud ba khud to theek nahi ho jata
guzishta salon main kya behtari aaye hain
kuch nahi
Amn o Amaan ka masla,mehengai, etc yeh sari problems to apni jaga pe hain in main to koi behtari nahi aaye
ok
as a politician aap kya role play kar rahay hain?