Logo

Yeh Ankhein

YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN

Yaadon ke khuwaab dikhati hain

Mujhe saari raat jagati hain

Kab Dil ke raaz chhupati hain

Palkon ke dareeche kholti hain

Kuch apni zaban main bolti hain

Bas apni baat manwati hain

YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN

Ek aan main faisla karti hain

Yeh kab ruswayi se darrti hain

Yeh ghungroo baandh nachati hain

Her waqt yeh jaagti rehti hain

Ek khoj main bhaagti rehti hain

Thak haar ke wapis aati hain

YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN

Chupke se kahin larr jaati hain

Phir khuwabon se bhar jaati hain

Jab toote shor machati hain

Ye royen to Dil bhi rota hai

Kab in se juda yeh hota hai

Yeh Dil ko rog lagati hain

Kyun pyaar kiya pachtati hain

YEH AANKHEN BOHAT SATATI HA

Posted on 6/14/2008 11:10:46 PM


Posted on 6/15/2008 1:54:45 AM


Posted on 6/16/2008 1:29:22 PM

THNAK UUUUUUUUUUUUUUUUUUUUUUU....

Posted on 6/16/2008 10:22:17 PM

Kabhi daman kabhi palkein bhigona kisko kehte hen,
ksi mazloom se poocho k rona kisko kehte hen!
Kabhi meri jagah khud ko rakho phir jan jao gay,
k dunia bher k dukh dil mein samona kisko kehte hen!
Meri ankhon mere chehry ko ik din ghor sey dekho,
magr mat poochna veraan hona kis ko kehte hein..!

Posted on 6/16/2008 10:30:20 PM

Wo bandage ki aisi misaal deta hai
Awargi ko shariat main dhal deta hai
Wo khush-kalam hai is darja baat karnay main
K harf harf ko husn-o-jamal deta hai
Main us ka sath jo mangun zinadagi bhar ko
Baray haseen tareeqay say taal deta hai
Ye jan kar bhi k mera wo ho nahi sakta
Wo dekhta hai yun! Shah-o-panj main daal deta hai
Sawal jese k panah mangtay hon ankhon say
Jawab ankhon say aisay kamal deta hai ...............

Posted on 6/28/2008 1:47:10 AM

Be zameen logon ko
Be qarar aankhon ko
Bud naseeb qadmon ko
Jis taraf bhi lay jaen
Raston ki merzi hay

Be nishan jaziron per
Budguman shehron main
Be zaban musafir ko
Jis taraf bhi bhatka dain
Rastoon ki merzi hay

Rok dain ya bharne dain
Wasl ki lakiron ko
Toor dain ya milne dain
Raston ki merzi hay

Ajnabi koi la ker
Humsafer bana dalain
Saath chalnay walon ki
Rakh bhi ura dalain
Ya musafatain sari
Khak main mila dalain
Raston ki merzi hay ......

Posted on 6/28/2008 1:51:46 AM



Posted on 6/28/2008 3:29:26 AM


Posted on 6/30/2008 12:27:18 PM

welcum n nice

Posted on 7/2/2008 10:25:10 PM

Thanxxxx rapu n all of uuuuuuuuuuuuuuu

Posted on 7/2/2008 11:45:12 PM

Welcum Dear

Posted on 7/4/2008 7:51:16 PM

UR WCCCC GGG
IF U HAVE POETRY ABT ANKHEN N U CAN SHARE WID ME....
TATATA

Posted on 7/5/2008 12:21:21 AM


Posted on 7/5/2008 9:00:16 PM

musafir:
YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN

Yaadon ke khuwaab dikhati hain

Mujhe saari raat jagati hain

Kab Dil ke raaz chhupati hain

Palkon ke dareeche kholti hain

Kuch apni zaban main bolti hain

Bas apni baat manwati hain

YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN

Ek aan main faisla karti hain

Yeh kab ruswayi se darrti hain

Yeh ghungroo baandh nachati hain

Her waqt yeh jaagti rehti hain

Ek khoj main bhaagti rehti hain

Thak haar ke wapis aati hain

YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN

Chupke se kahin larr jaati hain

Phir khuwabon se bhar jaati hain

Jab toote shor machati hain

Ye royen to Dil bhi rota hai

Kab in se juda yeh hota hai

Yeh Dil ko rog lagati hain

Kyun pyaar kiya pachtati hain

YEH AANKHEN BOHAT SATATI HA



lovely

Posted on 7/9/2008 9:47:59 PM

Zubaan chup hai magr aankh baat krti hai
Nazer uthai jab bi tu bolta hee laga........!

Posted on 7/20/2008 1:31:41 AM

Shabnam jo mile khwahish-e-darya nahi kerty,,
Hum had se berh k koi tamana nahi kerty,
Ankhon k jazeeron mei b paani nahi milta,,
Piyaase hain mgr koi taqaza nahi kerty....!

Posted on 7/20/2008 1:39:49 AM

SUNO!
Ik baat kehna thi,,
Zra tum goar sey dekho,,
Meri be-khwaab aankhon mein,,
Tumhara khwaab sota hai,,
mujhy bedaar mat krna,,
Isey taabeer hony tak........!

Posted on 8/12/2008 11:40:47 PM

Akely pan se drta hoon..
Juda hony se drta hoon,,
Meri aankehn btati hen k,
Main soney se drta hoon,
Mera haath pakr lena,mujhy tanha nahi krna,,
Yeh dunia ik mela hai,tumhen khony se drta hoon,,
Main hnasta hun to Aankhon k goshey bheeg jateyhen,,
Tumhen maloom hai,Main is trha roney se drta hoon,,
Jab se khwab dekha hai,mujhy tumj chor jao gy,,
Main drta hun khwabon se,,
Main ab soney se drta hoon....!

Posted on 8/12/2008 11:42:32 PM

Ajab bat hy woh mujh se khafa bhi rha,
Woh doston se mera haal puchta bhi rha,
Ajeeb rang mei ki usne guftugu mujh se,,
Labon pe chupp thi nigahon se bolta bhi rhaa....!

Posted on 8/12/2008 11:46:41 PM

Wohi raat ki khamoshi wohi tanhai,
Yeh haawa apny sath kisi ki yaad le ai,,
Hum to bethey us ch@nd ko dekh rehy they,
Phir na jane kis k liey aankh bhar aai,,.....!

Posted on 8/12/2008 11:49:32 PM


Posted on 8/13/2008 12:28:03 AM

musafir:
SUNO!
Ik baat kehna thi,,
Zra tum goar sey dekho,,
Meri be-khwaab aankhon mein,,
Tumhara khwaab sota hai,,
mujhy bedaar mat krna,,
Isey taabeer hony tak........!


hmm

Posted on 8/13/2008 12:30:38 AM

US KI ANKHON KO KABHI GHAUR SAY DAIKHA HAI FARAZ
SONAY WALOON KI TARAH JAGNAY WALOON JAISI ...........

Posted on 9/1/2008 1:53:39 AM

Meri taqdir se pooch meri qismat ka faisla,
Meri muskrahat pe na ja mere dara ko talaash kr,
Meri a@nkhon se pooch mere intizar ki inteha,
Mere itminan pe na ja mere sabr ko talaash kr,
Mere pyar se pooch mere pyar ka alam,
Meri soorat pe na ja meri seerat ko TALAASH KR....!

Posted on 11/13/2008 9:10:57 PM

In Jheel c gehri A@nkhon me lehraey kanwal q yadon k,
Tu beety dino ki qaid me hai,q ye kam nai azadon k,
Kis khwab k pechy bhagi tu,kis nagri me barbad hoi,
Jo tor gaye hen dil tera,kia nam they un shehzadon k,
Be mosam tere agan mei Barsat ka mosam q aya,
Tu sath kahan se le aye hai yeh badal sawaan bhadon k,
Jo hona tha woh ho bhi chuka,guzry pal ko bhool b ja,
Kat jay gy aahon k din,jhat jaey gay badal faryaadon k,
Tu roshniyo ki aas liye hr bar samander pr na ja,
Apni hi dharti se ubhry gay Ch@nd muradon k,
So bar Qateel mohbt se tak'ty hen dar-0-diwaar hamain,
Hum se nikhar makano ka,hum pather hein bunyaadon k....!

Posted on 11/13/2008 9:11:43 PM


Posted on 11/13/2008 10:33:07 PM

Tum ne baarishon ko mehz baraste dekha hai,
mai ne aksar barishon ko kuch kehte suntey dekha hai,
Tum dekhte ho barishon ki jal thal her saal,
mene barsat ko barhaa palkon pe machalte dekha hai,
Kese mangun barstaa saawan apne RABB se??
in @ankhon ne bastion ko saawan mei ujarte dekha hai,
Seekh gay hum barishon ko apne undar utarne ka fun,
or phir sab ne hamen har pal hr dum hanste dekha hai...!

Posted on 8/22/2009 2:06:29 AM

Raat ko pichley pehar se,
koi jane kab se,jaag "raha ahi,
@ankhen hen band or hath hen buland."
tu kia jane tujhy koi Rab sey mang raha hai.!

Posted on 8/22/2009 2:24:40 AM

Ziker uska meri kahani mein,
chaand ka aks jese paani mein,
hum to khamosh he rahy ,
or woh jane kya keh gaye apni rawaani mein,
apni @ankhen gawai hen hum ne,
apne khwaabon ki paasbani mein,
itni mudddat ka saath choota hai,
ik choti c badgumaani mein,
zikr uska meri kahani mein
chaand ka aks jese paani mein,.....!

Posted on 8/22/2009 2:31:55 AM

Copyright © 2025 Janubaba.com. All rights reserved.