Logo

Tum Bin

Tum Bin kiya hai jeena
kiya hai jeena
tum bin kiya hai jeena

tum bin jiya jaye kesey
kesey jiya jaye tum bin
saadiyo se lambi hai raatein
saadiyo se lambe hoye din
aajaoo laut kar tum
ye dil keh raha hai

phir shaam-e-tanhai jagii
phir yaad tum arahey ho
phir jaan nikalney lagi hai
phir mujhko tarpa rahey ho
kyun mujhko tarpa rahey ho
iss dil mai yaado ke meley hain
tum bin tu khud hum akeley hain
aajaoo laut kar tum
ye dil keh raha hai

kia kiya na socha tha maine
kya kia na sapney sajaye
kiya kya tha chaha tha dil ne
kya kia na armaa jagaye
kiya kya na armaa jagaye
iss dil se toufan guzartey hain
tum bin tu jeetey na martey hain
aajaoo laut kar tum
ye dil keh raha hai.....

Posted on 8/26/2003 1:48:34 AM

*sniff* luv this song

Posted on 8/26/2003 2:05:23 AM

*sniff* luv this song

Posted on 8/26/2003 2:05:23 AM

rite....

Posted on 8/26/2003 8:00:17 AM

yoo song!!

Posted on 8/26/2003 11:39:04 PM

yea it is a fantastic song

Posted on 8/27/2003 9:43:29 PM