Logo

Quran

QuranQuranQuran

Posted on 1/25/2004 11:52:31 PM


Posted on 1/25/2004 11:54:21 PM

plz do tell me wheather you lie it or not??????????//plz give comments

Posted on 1/26/2004 12:01:22 AM


Posted on 1/26/2004 12:02:31 AM

plz do tell me wheather you lie it or not??????????//plz give comments

Posted on 1/26/2004 12:14:43 AM

plz do tell me wheather you like it or not??????????//plz give comments

Posted on 1/26/2004 12:22:24 AM

Comments...hmm...Acha hota agar aap Topic ka naam (Al-Quran) ya (Quran-al-karim) rakhte...waisey teek hay

AAP KO YE TOPIC NAHI BANANA CHAHIYE THA,
WAISEY GABRAHAT HOTE HAY :

Posted on 1/26/2004 12:28:30 AM

Gabrahat?hmmmmmmmmmmmmm but why Gabrahat?

Posted on 1/26/2004 12:34:10 AM

Yaar is Topic pe batain kerne per...Kahin shan mein gustakhi na hojai...kissi aur se..(maybe he/she who not muslim...samjhey...

koi chatroom to nahi hai ke usse waqt hi remove aur ban ker diya jai..

soocho yaar

Posted on 1/26/2004 12:47:13 AM

jis bhi nonmuslim ne Quran Majeed k kalam par ghaur kia,us ne kaha yeh insani kalam nahin hai......being a muslim hamara to yaqeen e kamil hai.

Posted on 1/26/2004 2:45:09 AM

good attempt

Posted on 1/27/2004 3:22:23 AM


Posted on 1/28/2004 3:46:23 AM

PowerCurve:
Yaar is Topic pe batain kerne per...Kahin shan mein gustakhi na hojai...kissi aur se..(maybe he/she who not muslim...samjhey...

koi chatroom to nahi hai ke usse waqt hi remove aur ban ker diya jai..

soocho yaar


Koi Non Muslim Naraaz ho ga ya baat kahay ga..to iss Darr say hum Aisai Post lagana Close to nahin ker saktay na..Aur iss mainn aisi koi bata nahin jiss per koi Naraaz ho..Yeh To general Facts hainn..Jo Allah Subhanahu nay Insaan ko Ghor-o-Fikar kernay kay liyay diyey hain...Aisi Posts ka Buniyadi Maqsad Knowledge ko Share kerna aur Daäawat-e-fikar dena hota hay..Humainn iss mainn koi Ghabrahat nahin honi chahiyey balkeh Discuss ker kay Knowledge increase kerena chahihyey...No. 2. Computer ya Calculation kay saath iss ka match kerna iss liyey hay takeh hum yeh jaan lainn aur yaqeen ker lainn keh world mainn koi cheez ya koi masla aisa nahin hay jiss ka hawala ya hal Quran-e-Kareem mainn Mojood na ho..I hope its clear now.

Posted on 1/28/2004 12:15:20 PM

Kaisey Clear New_beau??
aaisey free mein....

I mentioned earlier in this Topic that it is not a chatroom where u can easily kick someone or ban someone if he/she says something bad etc....thats why i said IS TOPIC KO delete ya LOCK ker diya jaye...BAQI AAP LOGOON KI MARZI...

anyway i am not comming back to this Topic
And also not comming here to read this Topic again so dontr discuss what i said anymore Ty.
(No Offence ok )

Posted on 1/28/2004 7:45:58 PM

i m sorry but my brian is not working properly for the moment..
i got 19's importance but
"Allah ne iss aqda ko computer daur liye reserve rakha tha"
wot does it mean ?¿

Posted on 1/28/2004 8:05:51 PM

new_beau:
PowerCurve:
Yaar is Topic pe batain kerne per...Kahin shan mein gustakhi na hojai...kissi aur se..(maybe he/she who not muslim...samjhey...

koi chatroom to nahi hai ke usse waqt hi remove aur ban ker diya jai..

soocho yaar


Koi Non Muslim Naraaz ho ga ya baat kahay ga..to iss Darr say hum Aisai Post lagana Close to nahin ker saktay na..Aur iss mainn aisi koi bata nahin jiss per koi Naraaz ho..Yeh To general Facts hainn..Jo Allah Subhanahu nay Insaan ko Ghor-o-Fikar kernay kay liyay diyey hain...Aisi Posts ka Buniyadi Maqsad Knowledge ko Share kerna aur Daäawat-e-fikar dena hota hay..Humainn iss mainn koi Ghabrahat nahin honi chahiyey balkeh Discuss ker kay Knowledge increase kerena chahihyey...No. 2. Computer ya Calculation kay saath iss ka match kerna iss liyey hay takeh hum yeh jaan lainn aur yaqeen ker lainn keh world mainn koi cheez ya koi masla aisa nahin hay jiss ka hawala ya hal Quran-e-Kareem mainn Mojood na ho..I hope its clear now.

i m agree with u,aur mere khial mein hamein aik dosrey k faith aur believes ka khial rakhna chahey.umeed hai koee bhi nonmuslim is par ghalat comments nahin dey ga

Posted on 1/30/2004 3:02:09 AM