
.. haan jee fragi .. aisay aik nahi hazaroon bachay hain.. magar hum kia ker saktay hain??.. kuch paisay day dain??.. kia karain??
.. aur wo apnee khawaish ko poora karnay kay liyay phir choori wagaira bhee kertay hain.. mujhay yaad hai .. aik dafa hamaree garee signal par rookee tu aik bacha aya.. paisay magnay laga tu bhai kay paas tootay huay nahi thay .. us nay boola .. mauf karoo.. tu us nay adsh board say bhai ki glasses uthayeen aur bhaag gia.. bechara! .. pata nahi ye loog kitnay majboor hootay hain!! ..
)