Logo

larkio ki ijatt

Asslam-o-Alikum

mery sab behan baeoo may tu ghor ess batt per kar rahi hoo pakistan may tu larkio ki effat belkul be mehfoos nahi.............app logo nay suna he ho ga kay pakistan kay viliges may jo jurgy hotty hain uss may uratt say kittni ziadti ki jati hai i think pakistan may he nahi balky ya poory asia ka masla hai kay waha rehny wali masoom aur bykhona aurat ki ko_ee aehsiyat nahi sab khuch jana jatta hai serf aur serf mard ya kahan ka kanoon hai raha na (muslim countries ka)
kio app logo ka ess bary may kiya khyal hai

Allah Hafiz



Posted on 5/23/2004 1:18:05 AM

its not 100% true

Posted on 5/27/2004 10:22:08 PM

it should be in FOS

Posted on 5/28/2004 4:10:11 PM

move to FOS..

can someone post something abt this jirga case.. it happend few weeks ago,,
2nd case in pak

Posted on 5/28/2004 7:20:01 PM

f_16 it's 100%

serf faraq ya hai kay khuch cases daba liya jatty hain aur khuch khul kar samny a jatty hai


Posted on 5/28/2004 7:22:35 PM

aisey waqiat kahan nahin hotey
sirf pakistan hi kion

Posted on 5/30/2004 10:54:19 PM

pak iss liye k it s out country
pehle apni gltiyan sahi karni chaiye

waise bhi,,, JIRGA ka kaam insaaf karna hai
jab wohi log galt karein ge to wotelse do u expect from the rest ???

Posted on 5/31/2004 8:31:01 AM

jirga k faislon mein 1% aisa hota hai
un k sahee faislo k kabhi kisi nein zikr kia hai
hum log sirf buraee ko uchaltey hain

Posted on 5/31/2004 5:11:16 PM

tari tumhari soch kiss tarha ki hai
jo fesala jirgy nay few days pehly kiya tha ager wo he

atittude tumhary uper kiya jayee tu tum kiya feel karoo gee ............tari larki ki bi ko_ee izat hotti hai

pakistan muslim country haan pakistan aur eroupe may ab farak he kiya reh giya hai

bas ya he farak hai na kay uk may khuly am aur pakistan may chup kar hum muslaman hai hindo ya christian nahi



Posted on 5/31/2004 6:58:30 PM

main nein yeh to nahin kaha k jirgy ka yeh ya is jaisey dosrey faisley theek hain
zulm aurat par ho mard par ho ya bachon par ho
hamara nmazhab is ki ijazat nahin deta

laikin mera point yeh tha k hum ghalat cheezon ko ziada kion uchaltey hain
aap newspapers dekh lein aise hi khabron ki bharmar hoti hai
kya hamarey mulk mein achaee khatam ho gye hai jo achi khabar nahin milte

Posted on 5/31/2004 8:52:11 PM

moving to FOS

Posted on 5/31/2004 10:34:34 PM

ok

Posted on 6/1/2004 10:28:20 AM

1% ????
i think just ONE case poooore mulk ka sir jhukane liye kaafi hai,,
and u r talking about 1 % ??????????,,




btw,,, achi baton ko uchalne ka matlab hi koi nahi hai

Posted on 6/1/2004 8:44:54 PM


Posted on 6/8/2004 12:31:41 AM