Logo

na juda hon gay hum.kabi khushi kabi ghum

Jb say juda honay ki baat kartay ho.....

Posted on 6/14/2004 10:06:33 AM

just_adiii9:
Jb say juda honay ki baat kartay ho.....


Dil dhukanay ki baat kertay hoo...

Posted on 6/14/2004 11:54:16 AM

oh ho paroo jee .. actually devdas part time hain na .. aur baqee kay part time ye jin hain .. aur jin kay akkay jb say naraz hoo ker chalay gain hain.. unhain kahain na kay wo wapis aa jain...

Posted on 6/14/2004 12:04:50 PM

all over rona dhona on jb
fed up

Posted on 6/14/2004 4:13:45 PM

no i am happy ........but dil udaas hai ......

Posted on 6/14/2004 5:51:15 PM

saab roona dhoona band karain.. aur wapis aa jain.. aur doobara say jb main khushiaan baantain....

Posted on 6/14/2004 7:00:08 PM


Posted on 6/14/2004 7:25:46 PM

Laikin lagta hai ye rona dhona...Kuch din aur jari rahay ga.........

Posted on 6/15/2004 8:52:25 PM