Logo

jinhain tha hum say kabhi pyar zindagi ki

jinhain tha hum say kabhi pyar zindagi ki tarhan...

woh aj pahlo main baithay hain ajnabi ki tarhan...

nazar nazar say humain cho kay muskuratay hain...

kareeb atay nahin na humain bolatay hain...
guzar raha hai har ik lamha ik sadi ki tarhan...
jinhain tha hum say kabhi pyar zindagi ki tarhan...
woh aj pahlo main baithay hain ajnabi ki tarhan...
jinhain tha hum say kabhi pyar zindagi ki tarhan...
woh humsafar kiya hoay jo safar main choor gaay...

bina kosoor muhabbat kay qisay toor gaay...
lagaya dil bhi unhoon nay tu dil lagi ki tarhan...

pyar zindagi ki tarhan...
pyar zindagi ki tarhan...

Posted on 8/26/2004 10:27:06 PM

Coooool song

Posted on 8/27/2004 12:55:54 AM

coool ..
esp this line

jinhain tha hum say kabhi pyar zindagi ki tarhan...
woh aj pahlo main baithay hain ajnabi ki tarhan...

Posted on 8/27/2004 3:01:46 PM

hmmm yahi lines mujhay bhi achi lageen hain aur yah bhi

kareeb atay nahin na humain bolatay hain...
guzar raha hai har ik lamha ik sadi ki tarhan...

woh humsafar kiya hoay jo safar main choor gaay...
bina kosoor muhabbat kay qisay toor gaay...
lagaya dil bhi unhoon nay tu dil lagi ki tarhan...
jinhain tha hum say kabhi pyar zindagi ki tarhan...

Posted on 8/27/2004 9:56:13 PM

whoz song iz thz ... i dun koe
can ne 1 clear ???
bye
ALLAH HAFIZ

Posted on 8/27/2004 10:45:42 PM