Logo

Guess the MISRAH

naam aaye ga tumhara.. ye kahani phir sahi

Hum ko kis k ghum ne maara...

Posted on 6/23/2006 11:23:37 PM

Baray QWICK ho tusi jee    


Taba'Aazmayee

Posted on 6/24/2006 10:15:40 AM

hamaaaara wait bhi nahi kiyyyye


naya bhai jiii
aaj kal gulam ali k peeche pare ho aap





dil k lutne ka sabab, pucho na sab k saamne
tum ko bhi to kahin ka chora na iss kaam ne
heekhekeehekheheheheee....

Posted on 6/24/2006 11:59:10 AM

new_beau:
Baray QWICK ho tusi jee    


Taba'Aazmayee


shukriya jee...

Posted on 6/24/2006 9:13:29 PM

SALL:
hamaaaara wait bhi nahi kiyyyye


naya bhai jiii
aaj kal gulam ali k peeche pare ho aap





dil k lutne ka sabab, pucho na sab k saamne
tum ko bhi to kahin ka chora na iss kaam ne
heekhekeehekheheheheee....


   


Queen Victoria jee aap tashreef layenn gi ya mainn next misrah doon ?

Posted on 6/25/2006 9:19:20 AM

queen jee ka intazar kar lain...

Posted on 6/25/2006 5:42:47 PM

mera intezaar
kyun
main koi shaira hoon

Posted on 6/26/2006 6:49:20 PM

Dil kay lutnay ka sabab poochho na sab kay saamnay
is qisay main kuchh perda nasheenon kay naam aatay hain

hai to bewazan lakin khair


next

Posted on 6/26/2006 6:54:51 PM

Aap ki "contribution" ki meharbaani


NEXT MISRAH

"Waqt kay saath Khayalaat badel jaatay hainn"

Posted on 6/26/2006 9:16:21 PM

Waqt kay saath Khayalaat badel jaatay hainn
dil to dil hai pathar bhi pighal jaate hein

Posted on 6/26/2006 9:33:57 PM

agar ye sher theek hey to mujhe lag kion nahi raha...

Posted on 6/26/2006 9:48:20 PM

mujhe bhi nahi lag raha
tabhi to -->


heheheee...

Posted on 6/27/2006 12:00:36 PM

suna suna lagta hey...

Posted on 6/27/2006 12:59:25 PM

Waqt kay saath Khayalaat badel jaatay hainn
halaat say jald,insan badal jatay hain
koshsih to bohat ki qismat nay maat dainay ki
ik hum hain kay her baar sanbhal jatay hain

Posted on 6/27/2006 1:38:31 PM

QUEEN VICTORIA:
Waqt kay saath Khayalaat badel jaatay hainn
halaat say jald,insan badal jatay hain
koshsih to bohat ki qismat nay maat dainay ki
ik hum hain kay her baar sanbhal jatay hain





Aray Sub Taba Aazmayee per tulayhuwe ho...Misrah tou GUESS ker lo pehlay

Posted on 6/27/2006 2:48:31 PM

aap e bata dain jee...ab itni maghazmaari kon karay....

Posted on 6/27/2006 2:55:09 PM

main nay to samjha tha kay sall nay asli misra diya hai
taba azmayee hai to good

Posted on 6/27/2006 8:03:07 PM

asli misraa bata dain.. bhai sahab...

Posted on 6/27/2006 10:17:11 PM



"Aankh say Aankh mila, baat banaata kiyun hay"
"Tu Zamaanay ki tarah mujh ko Sataata kiyun hay"

"Waqt kay saath Khayaalaat badel jaatay hainn"
"Yeh Haqeeqat hay Magar Mujh ko Sunaata kiyun hay"

A Ghazal sung by Jagjeet Singh & Chitra Singh...

Posted on 6/28/2006 9:35:30 AM

haan haan pehla shair to suna hua hai
oh meri yadasht
ab meray kanon main ghazal goonj rahi hai

Posted on 6/28/2006 11:24:38 AM

Audio CASSETTE ab bhi meray Suit case mainn peri hay ..Nikaal ker sun lo

Posted on 6/28/2006 1:44:24 PM

ye ghazal hum ne nahi suni...

next...

Posted on 6/28/2006 8:27:18 PM

hum ne bhi nahi suni




nexttttttttt plz

Posted on 6/29/2006 3:44:45 PM

ok....


Next Misrah

"Mainn Ghar say Teri Tamnna pehan kay jub nikloonn"

Posted on 6/29/2006 6:29:51 PM

no idea...

Posted on 6/29/2006 6:48:33 PM

AAP KO kion hansi a rahi hey...?

Posted on 6/29/2006 7:11:59 PM

in ko aati hi rehti hai her waqt

Posted on 6/30/2006 1:13:40 PM

Main ghar se teri tamana pehan ke jab nikaloon
Bar-hanaa shehar mainn koi nazar na aaye mujhe




Posted on 6/30/2006 1:50:12 PM

main ghar sei teri tamana pehan kay jub nikloon
haar koi yehi pochay,ayee kaprda ki paa leya veay

Posted on 6/30/2006 2:03:04 PM



waah waah.... the 2nd 1 is

Posted on 6/30/2006 7:54:05 PM