Logo

~~~~Share Ur ChildHood Memories~~~~

ohhh han,,
aik baar bhai log cricket khel rahe (neighbours) the aur me ne zidd ki khelne ki aur bat mere jitna tha
shot lagaya to haath se nikal gaya bhai ki taang pe laga ja k

shukar hai auntie ne bacha liya warna bhai ne to maar hi dena tha mujhe

Posted on 10/18/2004 5:05:16 PM

wah kia memories hai sub ki gr8

Posted on 10/19/2004 12:59:50 AM

supid apna kia dhara bhi post
kardo yaara.warna no buddy's gonna
paste more stories.wasay im workin on
new story kuch phainko dosto say bhi
consult kia hai,jaisay hee nayee stroy
tyaar hojaegi i'll post meanwhile tu apna
kahani likh daal nahee tu bahut locha honay
wala hai trust me when i say that

Posted on 10/19/2004 6:04:59 AM

Assalam-o-Aleikum!
how are you @ all?
yara Mephistopheles bhaai tum ho kaun?
kabhi doost ki tarha hote ho kabhi dushman ki tarha..........
kaheen tum meri wife tu nahi ho?
yara woh office mai zara busy hota thaa tu iss waja se nahi paste kar sakta iss topic khud hi
mera Bachpan bhi bass theek hi thaa..........
skool life, street life, secondary skool life, skool's van life, college life, family life, frends gathering, mein ne almost ALLAH ke karam se sabhi ko khoob enjoy kia hai...........

Street Life:-
when i was younger enough. then we use to play Teeloo Express......its a kind of game.............jis mai kaafi saray bachay Chhup(Hide) jate hein aur ek bacha dhoondta hai........... mein hamaisha larkioon se saath khailta thaa..................most of them got married in very young age............. one of them have childern too.........aur uss ke Son ne pichlay dinoon mujhe Mamoon(Uncle) kaha ...................aur Kho Kho bhi khailte thay..........ham sab bohat Noise karte thay.......khoob Shugal hota thaa.........mein ne bachpan mai larkioon ke saath Kikliyaan bhi daali hein..............gharz many games Supid played in his childhood...........aur full time Street waloon ke liye tension thay ham............hamari street mai ek Khala ji (ALLAH{swt})unhain jannat ul firdoos mai jaga de) raha karti thein.........bohat daanti thein.........we all bacha partys were scared off them..............
khair bohat kuch hai........kuch hai mentionable hai kuch nahi........... .

take care
Chao

Mephistopheles:
supid apna kia dhara bhi post
kardo yaara.warna no buddy's gonna
paste more stories.wasay im workin on
new story kuch phainko dosto say bhi
consult kia hai,jaisay hee nayee stroy
tyaar hojaegi i'll post meanwhile tu apna
kahani likh daal nahee tu bahut locha honay
wala hai trust me when i say that

Posted on 10/19/2004 3:45:43 PM

1 of my childhood memeory was that me and my twin bruv usd to lie on a bed an force ourselves to laugh an eventually we'd rellay start laughin and we'd fall off the bed

i luv my childhood
it's 1 thing i'l luv 2 go back and reliv

Posted on 10/19/2004 6:41:40 PM

shaista:
so shweet shararah!!!

haan, insaan jab barra ho jaata hai tab afsoos karta hai ke bachpan kitna jaldi challa gaya lekin being a kid u want to grow up asap

strange na....

true

Posted on 10/19/2004 6:41:58 PM

essi leye mein be kahoon supid mein itni nasvaneyaat kue hai

kekekekekeekeke

Posted on 10/20/2004 12:00:26 AM

well the most fondest thing of myu childhood is....
well i dunno.. im thinking

Posted on 10/20/2004 12:06:07 AM

supidguy
it seems
teray naam part2
teray bachpan ko dekh kar
banai gaee hai coz usmain bhi
juliet ka bacha party romeo ko
mammmo bolta hai

Posted on 10/21/2004 5:18:10 AM

AOA........yaaar Faradiya nahi actully bachpan thaa naa tu pata nahi thaa then......
aur waise bhi I Am Supid Naa
aur naswaniat ke dhookat mai maare jaoo gay tum

take care
Chao

faradiya:
essi leye mein be kahoon supid mein itni nasvaneyaat kue hai

kekekekekeekeke

Posted on 10/21/2004 2:16:57 PM

mujay shaak hai supid tumhara taluuk mianwali sei hai

Posted on 10/21/2004 10:11:38 PM

AOA............yaar faradiya tumhain Mianwali abhi tak yaad hai????????

come to the topic Bro

take care
Chao

faradiya:

mujay shaak hai supid tumhara taluuk mianwali sei hai

Posted on 10/22/2004 3:18:29 PM

lagta to aisa hai

Posted on 10/22/2004 7:42:09 PM

mera khayaal hai topic ki taraf aa he jayeen tu accha hai

mein masjid mein sapara parnay jata tha 7,8 saal ki ummer ho gey.....aik din ami nein mujay zabardasti topi pehna dei ...mujay woe bilkul acchi nahi lugi paar ami nein kaha beta pehan loo dekh lena tumheen khushi milay gey....mein pehan kay masjid aa geye ...masjid mein hum sapara tu kya partay thay ..molvi sei bach kay chuat paar chalay jatay ore patangeen lotatay .....aesay he chuat paar chala geya ore patanegeen lotnay luga ......masjid kay sath he aik ghaar tha waha aik larki khari thi ...woe meri taraf dekthi ore hans kay chup jati ...phir dekhti ore hanss kay chup jati ........mein itna khush hoa kay kya bataoon ...uss wakt mera zehan mein ye baat beth geye kay mein nein topi pehni hahi ess leye larki mujay dekh kay hans rahi hai ....mein nein poora hafta topi ko apnay sir sei nahi utaraaa ..sotay hoyee be apnay pass he rukhta ore suba uthay he pehlay kaam topi pehanana he karta...... rooz topi pehan kay masjid ki chuaet par jata shaied woe phir wohi karay ..paar uss kay baad woe kabi nazar he nahi ayee...i think that was my first love...ajj be woe larki zehan mein aati hai tu dil mein ajeeb sei feeling aa jati hai ...pata nahi kon thi aab kaha ho gey...ussay pata be nahi ho ga koi aab tuk usay sochata hai.

aab muj paar ye futvaa na laga deena kay masjid mein aesay kaam karta tha ..uss wakt mujay itna be pata nahi tha masjid hai kya .

Posted on 10/23/2004 12:26:41 AM

aesi bateen be koi bhoolta hai kya. ..woe punjabi ki kahawaat hai na khayaa peyaa ore......kabi nahi bholta

Posted on 10/23/2004 12:29:16 AM

that is called topi drama

Posted on 10/23/2004 5:11:18 AM

AOA...........yaar faradiya u can update ur post...........but as u wish...............
Mephis its Drama ........and u r joker here.....

take care
Chao

faradiya:
aesi bateen be koi bhoolta hai kya. ..woe punjabi ki kahawaat hai na khayaa peyaa ore......kabi nahi bholta

mera khayaal hai topic ki taraf aa he jayeen tu accha hai

mein masjid mein sapara parnay jata tha 7,8 saal ki ummer ho gey.....aik din ami nein mujay zabardasti topi pehna dei ...mujay woe bilkul acchi nahi lugi paar ami nein kaha beta pehan loo dekh lena tumheen khushi milay gey....mein pehan kay masjid aa geye ...masjid mein hum sapara tu kya partay thay ..molvi sei bach kay chuat paar chalay jatay ore patangeen lotatay .....aesay he chuat paar chala geya ore patanegeen lotnay luga ......masjid kay sath he aik ghaar tha waha aik larki khari thi ...woe meri taraf dekthi ore hans kay chup jati ...phir dekhti ore hanss kay chup jati ........mein itna khush hoa kay kya bataoon ...uss wakt mera zehan mein ye baat beth geye kay mein nein topi pehni hahi ess leye larki mujay dekh kay hans rahi hai ....mein nein poora hafta topi ko apnay sir sei nahi utaraaa ..sotay hoyee be apnay pass he rukhta ore suba uthay he pehlay kaam topi pehanana he karta...... rooz topi pehan kay masjid ki chuaet par jata shaied woe phir wohi karay ..paar uss kay baad woe kabi nazar he nahi ayee...i think that was my first love...ajj be woe larki zehan mein aati hai tu dil mein ajeeb sei feeling aa jati hai ...pata nahi kon thi aab kaha ho gey...ussay pata be nahi ho ga koi aab tuk usay sochata hai.

aab muj paar ye futvaa na laga deena kay masjid mein aesay kaam karta tha ..uss wakt mujay itna be pata nahi tha masjid hai kya .

Posted on 10/23/2004 7:27:27 AM

faradiya:

aab muj paar ye futvaa na laga deena kay masjid mein aesay kaam karta tha ..uss wakt mujay itna be pata nahi tha masjid hai kya .

smells funny
faradiye,masjid ka
nahee pata tha
par yeh pata tha
kay woh tumko line day rahee hai

Posted on 10/24/2004 6:53:32 AM

supid world's stage
n each must play a
part now farting here
n go find ur part.

Posted on 10/24/2004 6:57:35 AM

wow.. very sweet memories of all of u...
lolzz faradiya.. nice ....

Posted on 10/24/2004 7:45:29 AM

AOA...........how are you JBianz??????me fine by the Grace of ALLAH................

jab mein choota sa Munna Kaka thaa......then.........bara hi Shy aur Naughty thaa.............
jab bhi meri Maan Ji ghar se kaheen kisi Relative ke ghar jati(for some hours)......mein ghar ke Saray Dry Fruits aur Maiwa Jaat Khallas kar deta thaa............like Aanaar Dana,KhishMish,Chuwaray,Badam,Pista etc...............Supidguy repeat this habit many many times.....................

take care
Chao

Posted on 10/26/2004 7:46:30 AM

Topic Restablished!!!

Posted on 6/16/2008 8:36:46 PM

Walaikum Salaam

*Alhamdulilah Fine.
Really Nice Topic Sir

To be honest bachpan main hum buhat Quiet n shy thay...!
Waisay woh wakt buhat acha tha...!

Posted on 6/18/2008 5:38:52 PM