mohtaram molvi ather uz zaman sahab
shd i say CHOR KI DARHI MEI TINKA
hehehehhee... kdn,,
par apni aankhein, kaan aur akal itni bhi band na rakhiye,, khuda ki naimat hein,, use em
queeny n SD
thnxxxx
but all i want to say is,,, okk i agree, if u r not in janant u ll b in dozak,, and im sure no one want to go ther,,
sirf itna k,, agar khuda ki zaat pe yakeen hai, to isnt it enuff for us that if we pray, or we fast to Allah miyan hum se bohot khush honge,, dozak k azab se hum bach sakein ge,,, Allah miyan will help us to stay on rite path,, to avoid evil,,
that on day of judgement and in this world humein sharminda nahi hona pare ga,, humein ajar or sawab mei koi mehel koi aur cheez nahi chaiye,, sirf Khuda ka karam uss ki rehmat chaiye,, dil ka sukoon chaiye,, mehroomiyat, jahalat, gunah, behisi se paak niyat
burai ka samna karne ki himmat,, jo log hamare liye important hein, jin se hum pyaar karte hein, woh hamesha seedhe raste pe rahein,, aur Allah miyan unhein aur humein apne pasandeeda logon mei rakhein
isnt it much better,,,
may b not for others,, but for me yehi jannat hai
and now THE QUESTION
jannat mei mardon ko hoor mile gi,, to aurton ko kya mile ga