yarr pretty,,, sorry but mujhe galiyan wakai nahi aati,, didnt get wot u wanted to say,, park hair forget it
all i wanted to say that ma aur behen ki gali dena aik aam si baat hai, not only in our language par sab jaga
bhai baap ki gali ab bana li gai ho to it s different,, par routine to kuch aur bani hui hai na (now i got wot masi wanted to say)
hakona,,, yarr bit** n dog dont have same conotation
u can call someone a dog even as a joke,, but if someone call me B id slap that person without even knowing the reason
jahan tak gairat munda aadmi ki baat hai to,,, mere nazdeek wohi aadmi gairat mand hota hai jiss k liye apni aur doosron ki ma/behen aik jaisi ho,, wohi gairat munda aadmi jab khud gusse mei hota hai to doosron ki be-izzati karne mei koi kasar nahi chorta,, bhaar mei gai aisi "gairat"
duhhhh...
sunnah wali baat pe i agree to wot pretty said
hakona s rite that doosri ya teesri shadi ghareeb larki se hi ki jati hai,,, but uss ki majboori ka faida uthane liye, uss ki majboori khatam karne liye nahi
that s the difference
areyy yar,,, i added last question FOR FUN (if u noticed wot i said before)
i personaly met a woman who beat up her husband,,, wanna know the reason ??
uss k husband ne apne hi bache ko maa ki gali di thi
hahahahahahahaaa.... hehehehee..
sachii baat,,, yeh mazak nahi hai