Logo

Wel Kum Queen Of JB

kuch nahi hoga....

Posted on 2/13/2005 12:54:14 PM

in kay gang ka naam mat poochna hass hass ker kuch ho na jay app ko in ko warna and charna kay elawa kuch nahii ata
King of jb:
hmm eray kashi saba ko apnay gang may shamill ker lo

Posted on 2/13/2005 5:15:09 PM

wo hi jo phlay waly members ka howa
dotmatrix:
aray yahan kahin mein bhi to hun


mera kya hoga

Posted on 2/13/2005 5:15:52 PM

jawab to bohaat acha haii but MG app mind ker jayoo gy kia yaad karoo gy ajj chor diya app ko

Posted on 2/13/2005 8:02:39 PM

fidar to app nain abbi start kia haii merii itni fiker koyo
King of jb:
heart__hacker:
in kay gang ka naam mat poochna hass hass ker kuch ho na jay app ko in ko warna and charna kay elawa kuch nahii ata
King of jb:
hmm eray kashi saba ko apnay gang may shamill ker lo


tum nay apna fider khatam ker liya hay theek hay ub tum kuch bolnay ka qabil ho gaey hoo lagay raho

Posted on 2/13/2005 8:03:20 PM

mind to bohaat kam logo kay pass hota haii,
its mean app mujy nahii janty to app meri baat bi mind kerty hoo gy
King of jb:
heart__hacker:
jawab to bohaat acha haii but MG app mind ker jayoo gy kia yaad karoo gy ajj chor diya app ko


apun kay pass mind nahi hay

sirf en logo ka mind kerta hoo jin ko janta nahi hoo or mari vat laga day i hope tum samaj gaey ho gay

Posted on 2/14/2005 12:37:57 PM

dotmatrix:
aray yahan kahin mein bhi to hun


mera kya hoga



katl

Posted on 2/14/2005 1:02:35 PM

JB KA RAJA:
kuch nahi hoga....


buri baat!!!!!!!
aisay nahin kehtay new members ko MOD ji


kehtay hein...
kabhi kuch nahin ho ga

Posted on 2/14/2005 1:13:54 PM

kyun mera kyun katal hoga


mein ne tumhara kya begada hai





bolo kash

waisay katal karne to humara paisha hai

kafiyun ko katal kiya hai ab tak

agla no. tumhari ho ga kash

Posted on 2/14/2005 1:19:54 PM

King of jb:
cool kashi


MG...ko0ol na kaha karo

ko00ol tou lashein hoti hein
dead ppl....

Posted on 2/14/2005 1:20:29 PM

dotmatrix:
kyun mera kyun katal hoga
mein ne tumhara kya begada hai

bolo kash
waisay katal karne to humara paisha hai
kafiyun ko katal kiya hai ab tak
agla no. tumhari ho ga kash




zaror....shok say karna katl hamara

waisay bhi mood nahin hai..zinda rehnay ka

Posted on 2/14/2005 1:40:15 PM

uff allah


aisi baat na karo

tum chali gayi to bongiyan kaun maray ga

heheheh

oh mein ne ghalt kaha

bongiyan kaun maray gi


Posted on 2/14/2005 1:48:19 PM

bilkul RYT MG


DOT....app ka kaam hum nahin kartay

Posted on 2/14/2005 1:56:49 PM

chal jhooti


mein itni bhi to bongiyannahin marti


tum mujh se kafi zyadah marti ho


hehehehehhe

Posted on 2/14/2005 2:00:36 PM

ook
King of jb:
cool kashi

nahi hh tumhay to janta hoo es liya tumhari kesi baat ka mind nahi kero ga

Posted on 2/14/2005 3:19:05 PM

dotmatrix:
chal jhooti


mein itni bhi to bongiyannahin marti


tum mujh se kafi zyadah marti ho


hehehehehhe


sahi he kaha hai

Posted on 2/14/2005 3:22:19 PM

tera bhi koi deen imaan nahin kash


kabhi kuch to kabhi kuch


seedhe raah par chal kudiye


nahin to mere jaisa haal hoga


heheheheh

Posted on 2/14/2005 3:26:01 PM

app ko abbi pata chala haii khair deen imaan kasii ka nahii haii but kuch ka haii abbi bi
dotmatrix:
tera bhi koi deen imaan nahin kash


kabhi kuch to kabhi kuch


seedhe raah par chal kudiye


nahin to mere jaisa haal hoga


heheheheh

Posted on 2/14/2005 3:45:01 PM

aray aray dont take it serios yaar
i didnt mean it in religious sense
but
its ok


ko0o0ol it

peace

Posted on 2/14/2005 3:49:22 PM

no i not man dot warry about me main kuch asa hi hoon

Posted on 2/14/2005 4:00:56 PM

King of jb:
may kaha bongiyoon kay beech may phas giya



koi baat nahi ba main agai hon na..........






Posted on 2/14/2005 4:46:05 PM

heart__hacker:
no i not man dot warry about me main kuch asa hi hoon




Posted on 2/14/2005 4:47:44 PM

dotmatrix:
tera bhi koi deen imaan nahin kash
kabhi kuch to kabhi kuch
seedhe raah par chal kudiye
nahin to mere jaisa haal hoga
heheheheh


abb itna bura haal bhi nahin hona!!!

Posted on 2/14/2005 6:18:21 PM

aray hh

mein ladka nahin

ehhehehe



uffo tum dono bhi na kash aur king


woh kya kehte hain jaise kash kehti


haan

meri hi bezzati kharab karo



koi aur bakri ya bakra dhoondo

Posted on 2/14/2005 8:29:31 PM

sochein gay

phir agar sab nay agree kia..tou app ki jaan chutay gi

Posted on 2/14/2005 8:31:17 PM

offo to voting shroo karo naa

aik naya topic bana lo

aur pata karo ke mein hi hamesha halal hua karongi ya aur bhi koi hai

Posted on 2/14/2005 8:32:35 PM

MG or QUeeni ko anay dein kal
phir agar mood hua tou app ka case un k samnay rakhein gay

warna app bhi line mein khardi ho jayein....wait plzzzzzzz

Posted on 2/14/2005 8:33:52 PM

mujhe kya padi hai apni halali karwanay ki

Posted on 2/14/2005 8:49:39 PM


Posted on 2/14/2005 8:56:10 PM

dekh lo kash har aik ko lagta hai ke mein ladka hun


abhi ye acha hai ya bura mein nahin jaanti


magar ye to hai ke maza bada aata hai ke log ghalt samjh rahe hein

Posted on 2/14/2005 9:37:40 PM