Logo

kashmiri beauty is here!

kash_beauty:
abb iss sawal k jawab ka intazaar karein..next week tak


yaar kashiii mana ka ma tumhara baad dunia ma aya tha
lekin iska ya matlab nahi ka ma lazy ho

Posted on 4/18/2005 12:47:34 PM

kash_beauty:
DejaVu077:
Ohhhhhhh Achaaaaa



main tou bhool hi gaya tha

       



tou riz ko kaun sa yaad rehna hai



nahi abhe meri harddrisk sahi salamat hai

Posted on 4/18/2005 12:49:26 PM

hye..jhootttttt

hum say bhi 1000 saal pehlay app iss duniya mein azab ki tarahn nazil hue thay

app lazy nahin hein
app sust hein

Posted on 4/18/2005 12:50:03 PM

stariz:
DejaVu077:
stariz:
As'Salamu'Alaikum wr.wb.
ya akela insaan, aur sath ma kuch bewaqofan, mujhay chor kar


kia haal ha sab ka?
kashi, BG, Adi, Doctor, HH, Queen and others!!! how are u all?


Walaikum Assalam WR WB

I m good thanx.                 

How r u



fir sa pochiye



Waisay tou kash nay jawab day diya hai

phir bhi aap ka dil rakhnay k liye phir

say pooch laitay hain

How r u



Posted on 4/18/2005 12:51:48 PM

stariz:
nahi abhe meri harddrisk sahi salamat hai


badsectors aa gay hein!
defargment karein

Posted on 4/18/2005 12:52:36 PM

kash_beauty:
MAHA RAJA:
kartay hain hum to aap ki tarahn nahi hain hum


hamari tarahn ho bhi nahin saktay
kahan hum

or kahan app




dono most wanted ho
aj hi news issue hoi ha
jaha nazar ahay phela tomato maro
phir egg aur last ma pathar..

wasa aik baat hai..
karobar acha hojahayga tum logo ka
itna tomato, egg, pather milenga na
best of luck

meri dua tum dono ka sath hai

Posted on 4/18/2005 12:54:24 PM

stariz:
dono most wanted ho
aj hi news issue hoi ha
jaha nazar ahay phela tomato maro
phir egg aur last ma pathar..

wasa aik baat hai..
karobar acha hojahayga tum logo ka
itna tomato, egg, pather milenga na
best of luck

meri dua tum dono ka sath hai


app ki or RAJA ki baat kis nay ki
best of luck..tamamtar or anday khanay mein

Posted on 4/18/2005 12:56:30 PM

kash_beauty:
fishin

kabhi acha kaam na karna
bekaar he rehna

doc nay bhi sab ko la-ilaaj karar day dia hai



tumhain kyu jalan ho rahi ha
fishing ma kar raha ho aur ho ka
kia yaar kashiii kia hogaya ha?

Posted on 4/18/2005 12:56:47 PM

jalan
matbaaal

acha jo bhi matlab ho..hamay itna pata hai k yeh kaam farigh logon ka hai


hum tou bore honay mein buzi hein

Posted on 4/18/2005 12:58:46 PM

kash_beauty:
stariz:
hum dikhna ma bohat hi acha ha
yaqeen nahi ata toa kashi sa poch lain ap


hum say kyun poochay
app or achay

namumkin



ohh galti hogai ka tum sa poch lia

i know na ka tum toa roz sheshay(mirror) torti ho
when u gonna ask ka kon ziada haseen ma ya cinderalla

Posted on 4/18/2005 12:59:12 PM

kash_beauty:
hye..jhootttttt

hum say bhi 1000 saal pehlay app iss duniya mein azab ki tarahn nazil hue thay

app lazy nahin hein
app sust hein



kashiii buri baat,
jhot nahi bolta saja milagi oper

Posted on 4/18/2005 1:01:22 PM

DejaVu077:
stariz:
DejaVu077:
stariz:
As'Salamu'Alaikum wr.wb.
ya akela insaan, aur sath ma kuch bewaqofan, mujhay chor kar


kia haal ha sab ka?
kashi, BG, Adi, Doctor, HH, Queen and others!!! how are u all?


Walaikum Assalam WR WB

I m good thanx.                   

How r u



fir sa pochiye



Waisay tou kash nay jawab day diya hai

phir bhi aap ka dil rakhnay k liye phir

say pooch laitay hain

How r u




waisay tou hum na phela bhe parh lia tha
lekin waisay humain kiyal aya ka kyu na dobara poch lain
waisay ya jo waisay hena boaht hi wasa hai
isi liye kaha jata ha ka waisay ka istemal kam karna chahiye... waisay awain ma log waisay use karta hai

waisay ab ap na pochhi lia ha tu ma ta daita ho
ka hum waisay toa thek ha... ap kaysa ho?

Posted on 4/18/2005 1:03:23 PM

kash_beauty:
stariz:
nahi abhe meri harddrisk sahi salamat hai


badsectors aa gay hein!
defargment karein



nahi wo apki harddisk ma hai
wo bhe kabhe na khatam hona walay

Posted on 4/18/2005 1:06:19 PM

kash_beauty:
stariz:
dono most wanted ho
aj hi news issue hoi ha
jaha nazar ahay phela tomato maro
phir egg aur last ma pathar..

wasa aik baat hai..
karobar acha hojahayga tum logo ka
itna tomato, egg, pather milenga na
best of luck

meri dua tum dono ka sath hai


app ki or RAJA ki baat kis nay ki
best of luck..tamamtar or anday khanay mein



kia kashiii
tumhari kano ka sath sath ankhain bhe jawab dai rahi ha
haan age ka taqaza hoga na
koi agar mar raha ho toa ossa pocha jasakta ha shayad apni ankhan aur kan tumhain deta jahay

Posted on 4/18/2005 1:07:18 PM

kash_beauty:
jalan
matbaaal

acha jo bhi matlab ho..hamay itna pata hai k yeh kaam farigh logon ka hai


hum tou bore honay mein buzi hein



lagi raho

Posted on 4/18/2005 1:08:31 PM

stariz:
DejaVu077:
stariz:
DejaVu077:
stariz:
As'Salamu'Alaikum wr.wb.
ya akela insaan, aur sath ma kuch bewaqofan, mujhay chor kar


kia haal ha sab ka?
kashi, BG, Adi, Doctor, HH, Queen and others!!! how are u all?


Walaikum Assalam WR WB

I m good thanx.                     

How r u



fir sa pochiye



Waisay tou kash nay jawab day diya hai

phir bhi aap ka dil rakhnay k liye phir

say pooch laitay hain

How r u




waisay tou hum na phela bhe parh lia tha
lekin waisay humain kiyal aya ka kyu na dobara poch lain
waisay ya jo waisay hena boaht hi wasa hai
isi liye kaha jata ha ka waisay ka istemal kam karna chahiye... waisay awain ma log waisay use karta hai

waisay ab ap na pochhi lia ha tu ma ta daita ho
ka hum waisay toa thek ha... ap kaysa ho?



Aap k jawab say mujhay achi

tarah andaza ho gaya k aap

kaisay hain



newayz i m good thanx

Posted on 4/18/2005 1:17:41 PM

ache baat hai
warna ma yahi kehta ka apki bhe nazar kamzor ha kashi ki tarha sa

Posted on 4/18/2005 1:29:21 PM

hamari tarahn koi nahin ho sakta

Posted on 4/18/2005 1:50:30 PM

stariz:
ohh galti hogai ka tum sa poch lia

i know na ka tum toa roz sheshay(mirror) torti ho
when u gonna ask ka kon ziada haseen ma ya cinderalla


app ghaltiyan kartay rehtay hein

sheesha
woh kia hota hai

Posted on 4/18/2005 1:51:33 PM

stariz:
kashiii buri baat,
jhot nahi bolta saja milagi oper


hum nay bola he kab
ilzaammmmmmm


hum nay sirf type kia hai

Posted on 4/18/2005 1:54:23 PM

stariz:
ache baat hai
warna ma yahi kehta ka apki bhe nazar kamzor ha kashi ki tarha sa


Aap optician hain ya optometrist


Posted on 4/18/2005 1:54:54 PM

stariz:
kia kashiii
tumhari kano ka sath sath ankhain bhe jawab dai rahi ha
haan age ka taqaza hoga na
koi agar mar raha ho toa ossa pocha jasakta ha shayad apni ankhan aur kan tumhain deta jahay


bas..iss ummer mein yehi hota hai
akhri..bachon ko kahan itni baatein samjh aati hein


Posted on 4/18/2005 1:55:21 PM

stariz:
nahi wo apki harddisk ma hai
wo bhe kabhe na khatam hona walay


ji nahin!
hamari tou harddisk he nahin hai


Posted on 4/18/2005 1:56:39 PM

stariz:
lagi raho



Posted on 4/18/2005 1:57:55 PM

kash_beauty:
stariz:
lagi raho



Posted on 4/18/2005 2:14:12 PM

DejaVu077:
stariz:
ache baat hai
warna ma yahi kehta ka apki bhe nazar kamzor ha kashi ki tarha sa


Aap optician hain ya optometrist




ji nahi
wasa ap kon ha?

Posted on 4/18/2005 2:30:28 PM

kash_beauty:
stariz:
kia kashiii
tumhari kano ka sath sath ankhain bhe jawab dai rahi ha
haan age ka taqaza hoga na
koi agar mar raha ho toa ossa pocha jasakta ha shayad apni ankhan aur kan tumhain deta jahay


bas..iss ummer mein yehi hota hai
akhri..bachon ko kahan itni baatein samjh aati hein



ji ji apka samna toa hum bachay hi hai

Posted on 4/18/2005 2:31:01 PM

kash_beauty:
stariz:
nahi wo apki harddisk ma hai
wo bhe kabhe na khatam hona walay


ji nahin!
hamari tou harddisk he nahin hai




hogi bhe kaysa oper wali manzil hi toti photi ha

Posted on 4/18/2005 2:31:30 PM

heart__hacker:
kash_beauty:
stariz:
lagi raho






Posted on 4/18/2005 2:32:37 PM


Posted on 4/18/2005 3:32:17 PM