bakhair..........
  well democracy to sab jante hain lekin is k bare mein mere zehan mein bohat si contradictions hamesha se hain [ ya dal di gai hain] 
like during my schooling jab hamein ye bataya gya tha k it is not permitted in islam. kionka hazrat muhammad[p.b.u.h] ne is ko implement nahin kiya tha aur nahi khulfa e rashedin k zamane mein democracy thi
 lekin jab mein college mein aya to profs ney bataya  k ye islam k khilaf nahin he y aur hamare prophet  p.b.u.h
to khuda ki taraf se bheje gaey the aur khuda ki selection  behtar hi hoti hey 
 ab aap log hi bataeein k kia sahih hey
 kuch log ye bhi kehte hain k mental development k saathh
hi duniya chalti hay  yani prophets ne sab kuch to nahin bata dena hota hamain bhi to kuch karna hey  kionke prophets ka kam guide karna hey  aur hame insaniatk ki taraf le kar janahey
 so kia ye democracy yani public ki bat ko manna insaniat nahin to kia he 
 
   
 
 so merey nazdik religion aur insaniat alehda chezain kion ban gai hein 
 
   
 
 plz  share ur feelings 
