Logo

Kash....Here it is!

malai tu mar loonga .. per dhool miti kaisey nikaloon ga

Posted on 1/30/2005 7:20:10 PM



oayy so so
khussa para hoga na sir pe
tabhi keh rahe ho k maze ka hota hai
haaaaahahahahhaaa...
pataaakhhhhhhhhhhhhh -->





dhool matti nikalne ka asaan tareeka yeh hai k
dhool matti parne hi na do

Posted on 1/30/2005 7:23:13 PM

shark shark ko pata chala na to wo mindker jy gi
kash_beauty:
heart__hacker:

kasii ko pakernain kii zaroorat kia haii kash jee hain na



islam mein SHARk khana haram hai

Posted on 1/30/2005 7:30:50 PM

kerty hain.
Allah is kaam say maaf rukhy ajj kaal to larko kay leay bi make up a gy hain kash jee app isii dunain main rahti hain >>>kash jee(nahii main chand main rahtii hoon)yay kahnain ki zaroorat nahii haii j/k
and thx sir ko phornain kay leay really thx nahii abb thx to kahna pary ga na
app na banyoo kashmerii tea thxxxxxx alot main kasii aur say pii loon ga.....
kash_beauty:
HH..
lardkay kab lardkiyon walay kaam kartay hein

pehlay app make-up kar k dekho..phir hum bhi chai banwa dein gay app ko

sir mein dard ko kam karnay ka ek or ilaaj bhi hai...
bataon bataon ..app ki permission ki zarorat nahin..hum bata detay hein   

app ka sir he na phord dein..na rahay ga sir or na ho ga dard

acha idea hai na..janti hon..thanx bolnay ki zarorat nahin

Posted on 1/30/2005 7:34:09 PM

SALL:


oayy so so
khussa para hoga na sir pe
tabhi keh rahe ho k maze ka hota hai
haaaaahahahahhaaa...
pataaakhhhhhhhhhhhhh -->





dhool matti nikalne ka asaan tareeka yeh hai k
dhool matti parne hi na do



per dhool miti tu lazmi cheeze hai na

Posted on 1/30/2005 7:50:54 PM


Posted on 1/30/2005 8:00:29 PM

kash_beauty:
dost19:
Kashmiri Tea Recipe - by Dost19

Tea Leaves: small granules that will open up once they are boiled and will take the shape of small leaves. (Green Of course)
Tea Color : Pink after adding milk to it.

Additives for Taste: Alai'chee and Baa'dKh'atai'(It is like a flower with six or seven petals)and adds taste and fragrance to the tea. U only need to add one petal that is sufficient.

Some Limitations: In some areas you can never get the right color and taste of the tea due to the water. Therefore, baking
Soda (Sodium Bicarbonate) certainly helps. Even in Pakistan, depending on the tea leaves you have to add very little B.C.

2) Use only regular milk, 2% and skim milk are not allowed. If you are adamant and fat conscious then please do not
make an effort that will go wasted in the end.:)




Here is the recepi for kashmiri tea

abb jaldi jaldi bana ke lao


yaar recipe tou day di..likin yeh sab cheezein hoti kaisi hein
hum nay ajj tak in ki shakal bhi nahin dekhi

hamari mom ko aati hai bana-nai..app hamary ghar aa jao..app ko tea mil jay gi..



Kaash jii hum ne app ki haath ki bani huvi chaye pini hai...app apni mom se seekh lien na....dost ke liye


wese ek baat bataoon mujhe bhi in cheezoon ka kuch nahin patah

Posted on 1/30/2005 8:16:20 PM

arey tumhian bhi nahi pata too tea bana rahin thee ya bewaqoof

Posted on 1/30/2005 8:32:35 PM

mien ne toh copy paste ker ke Kaash ko de di...abb baki un ka kaam hai humien kashmiri chaye bana ke pilana

Posted on 1/30/2005 8:33:45 PM

~Fragi~:


per yahan shar kahan sey agayee


hum kisi killer shark say kam nahin hein janab

Posted on 1/31/2005 12:16:23 AM

so far away:
WELL SO JEE APP KI HANSI SA TU LAGTAA HAI KA APP KO ,,,,,
BARHAAL APP KI CHOICE KIYA BAT HAI


kia lagta hai

dehan rakhna ...zaida zor say na lagay..warna baad mein hamay kasoor-war na therana

hamari choice kia hai...yeh tou app ko nahin pata...

likin app ki choice kia hai..woh hum dekh chukay hein

Posted on 1/31/2005 12:18:59 AM

SALL:
ouupppsssss..

mujhe kya patttta k u r kashmiruu kashuuuu
galti se mishtake hoi gava

phir aisa k multani chae peete hein
chalo frangi bawa,,, 2 cup chae
malai maar k aur dhool mattii nikal k


hamary nick mein kash ka matbaaall kashmiri he hai


tumhari mishtake nay yaar hamay tou halal kar dena tha na

multani chai..
yaar..hum kashmiri chai nahin pitay..multani chai tou dour ki baat hai

woh kia hai na...chai penay ki habit zara bohat achi hai..or hamay achay kaam karnay ka shok nahin

fragi or chai bana kar dein gay

Posted on 1/31/2005 12:22:19 AM

heart__hacker:
shark shark ko pata chala na to wo mindker jy gi


karti rahay..kaun sa hamara bill aa raha hai

Posted on 1/31/2005 12:23:22 AM

heart__hacker:
kerty hain.
Allah is kaam say maaf rukhy ajj kaal to larko kay leay bi make up a gy hain kash jee app isii dunain main rahti hain >>>kash jee(nahii main chand main rahtii hoon)yay kahnain ki zaroorat nahii haii j/k
and thx sir ko phornain kay leay really thx nahii abb thx to kahna pary ga na
app na banyoo kashmerii tea thxxxxxx alot main kasii aur say pii loon ga


aray ji..lardkon walay make-up ki baat nahin ki ji
lardkiyon walay make-up ki baat ki hai

hum tou MARS per rehtay hein ji.. chaand otu abb purana ho gaya

itna thanx kaha hai k hamay thanx ki spelling he bhool gai hein ..u r most cume cume

waisay bhi hum kaun sa bana kar day rahay thay

Posted on 1/31/2005 12:26:20 AM

dost19:

Kaash jii hum ne app ki haath ki bani huvi chaye pini hai...app apni mom se seekh lien na....dost ke liye
wese ek baat bataoon mujhe bhi in cheezoon ka kuch nahin patah


okiess...if u insist
waisay bhi koi khaas bara masla nahin hai..agar app ko koi prob hui na chai penay k baad..tou hamary ghar k pass he hai hospital

app ko bhi nahin pata
koi baat nahin....hamay kaun sa pata hai

Posted on 1/31/2005 12:28:22 AM

Queen of jb:
arey tumhian bhi nahi pata too tea bana rahin thee ya bewaqoof


abb iss mein hamary ghalti thori hai k ALLAH nay hamay itna intelligent bana hai


Posted on 1/31/2005 12:29:44 AM

so far away:
kash jee woh tu hahahahahah
jee main chuppp
u r right but woh meri choice naheen hai main us ki choice hooon belive me
barhaal main chupp hooon
app teek hoo


app boloien bolien ji...kis nay roka hai


os ki choice hein app ..bechara

j/k

Posted on 1/31/2005 12:34:10 AM




Posted on 1/31/2005 12:49:33 AM

wohi tou kar rahay hein

Posted on 1/31/2005 1:12:10 AM

Prince_Lahore:
thx ... paki bahi ... mein tu idhar hi hoon :)

Kassh Api ... aap kahan ho ?

your welcome

kash_beauty:
paki_fan:
haan jaldi bano app logh.. mere bhi ser mein dard ho rahi hai



hey



khali cheez mein kabhi dard nahin hota ji
jhoot met bolien itna


ufffff
kash_beauty:
paki_fan:
hmm to khair hai
mehmaan ALlah Tallah ki rehmat hotey hain


rehmat hotay hein woh mehman jin ko dawat di jay..

or bin-bulay mehmaan zehmet hotay hein ji

sahi kaha na

jo bhi hai..
phir bhi bi bhulaye hon ya bhulaye huey hoon
hotey to mehman hi hain na

kash_beauty:
paki_fan:

tea time to nahin..
per a jao app bhi


haan haan..mela laga hai..sab ko bulao app paki

app say he kaam karweain gay....

chai k stall per app ko kharda hona paray ga


kamaal kerti hain app..
apney mehmanoon se kaam kerwati hain app


very bad

Posted on 1/31/2005 5:17:52 AM


Posted on 1/31/2005 10:28:09 AM

paki_fan:

ufffff

ji ufff

paki_fan:

jo bhi hai..
phir bhi bi bhulaye hon ya bhulaye huey hoon
hotey to mehman hi hain na


likin difference kitna hai na..
kuch mehmanon ko welcome karnay ka dil karta hai...or kuch(zehmat walay) k baary mein sochtay hein k derwazay say he lota dia jay

paki_fan:

kamaal kerti hain app..
apney mehmanoon se kaam kerwati hain app
very bad


hum nay ajj tak koi acha kaam kia bhi nahin


Posted on 1/31/2005 1:17:41 PM

nazer bi a rah ahaii

Posted on 1/31/2005 1:26:07 PM

itna moun terha kar k dekhein gay tou nazar tou aaye ga he na

Posted on 1/31/2005 1:36:05 PM

jub main dakhnain per ata hoon to.........

Posted on 1/31/2005 1:46:33 PM

tou ???

Posted on 1/31/2005 1:49:19 PM


itnii jaldi kia haii zara sa yahan per any to dayain sub pata chal jy ga

Posted on 1/31/2005 7:32:02 PM

yahan kahan??

Posted on 1/31/2005 7:53:14 PM


Posted on 1/31/2005 11:15:21 PM


wohhi na kash.. acha kaam kiya kerein na...
acha kaam kerein gi to pata chaley ga na ke achey kaam kia aur kasey hotey hain..





arey yaar chahye kahan tak pohnchi?
3 din ho gaye hain.. abhi tak chaye hi nahin mili


meri sis kahaan hain

Posted on 1/31/2005 11:15:27 PM