na ashna har rah guzar
na Mehrban sub ki nazar
jayan tu aub jayan kider
mai aur meri awargi ......
ek din mili ek mehjabeen
Tun bhi haseen jaan bhi haseen ...
dil na kaha hum say wohi
Khaboon ki hai manzi ya he
phir yoon hua woh kho gayii
aur muj ko zid sc ho gayti
layan gay us ko dhond kar
mai air meri awargi
ya dil he tha jo daah gaya
woh baat asii kah gaya
kehnay ko phir kya rah gaya
ashqoon k dariya bahh gaya
jub kah k woh dilbar gaya
tery liya mai mar gaya
rotay hain uss ko raat bhar
mai aur meri awargi
phiraty hain kub say dar badar
hum bhi khabi abad thay
asiya kahan barbaad thay
bafikar thay azad thay
masroor thay dilshad thay
woh chal asi chal gaya
hum buj gaya dil jal gaya
nikaly jala k apna ghar
mai aur meri awargi.....
phirtay hain kub say darbadr
aub is nagar aub us nagar ....
by kishore