dekh zara janay jaana tumhain hum kitna chathy hain rotay hain hum bhi ager teri ankhoon mai ansoo atay hain .gana tou ataa nahi hai magar hum phir gatay hain .
Chamktay chaand ko tota hua tara bana dala .meri awargi nay muj ko awara bana dala. Yah he aaghaaz tha mera ya he anjam hona tha mujy barbad hona tha mujy na shad hona tha .mujy taqdeer nay taqdeer ka mara bana dala .by ghulam ali