mera exams kareeb hain... plz pray karna ka acha hogain hamsha ki tarhan
thanks, but if u don't mind can I say something ka Allah jo karta hai bahatar karta hai... duain aksar kabol hoti hai bashaq kabhi kabhi dar sa hoti hain magar ho gaati hain... aur agar nahi hoti tu Allah na kuch us sa bhi bhoot zada bhatar socha hota hai... Ok![]()
kiyon... main na kia kia![]()
![]()
Kia matlab...
bazi ji aap ko mare mail mil mil rahi hai kia![]()
![]()
![]()
nahi nahi aap na kaha na ka main ye pocho ka main ne kiya nahi kya... tu phir main pooch hi lati hon main na kiya nahi kya