 
   
   
   
   
  
   
  
   
   
  
 Sent: 1/30/2005 3:20 PM
tumhay kitna chahtay hain
us nay kaha kay mujh say tumhay kitna pyar hai
mai nay kaha: sitaroo ka koi shumar hai?
us nay kaha kay kon tumhay hai bohat azeez?
mai nay kaha kay dil par jisay ikhtiyaar hai
us nay kaha : khizaa'n main mulaqat ka jawaz?
mai nay kaha kay qarb ka matlab bahar hai
us nay kaha kay sainkroo gham zindagi main hain
mai nay kaha kay gham nahi, jub ghamgusar hai
us nay kaha kay sath kaha tak nibhaoo gay?
mai nay kaha kay jitni sansoo-n ki tar hai
 
   
   
 NAHI HUM NAY AAP K LIY ARZ KIA HAI


 
 
 
   
  
 NAHI HUM NAY AAP K LIY ARZ KIA HAI


itna na arz kia karein
galay mein dard ho jay ga

 
   
   
   
   
 
 
   
   
   
   
   
 rani
 
  
 
 
 
 
   
 
 
 hai kash kaha ho i miss u
 
  
   
  
  
 
 
   
 
 
   
  
 
 
   
 kuch nahin
aisay he hum bore ho rahay thay

to socha thora sa ro kar dekh lein

 
   
   
  
   
 
 
 
 
   
   
  
  
 
 
   
 
 
   
   
   
   
  
 
 
  
   
 
 
 
 
   
 
 
 
 
   
   
  
 
 
   
   
  
   
   
 
 
   
 
 
   
 
 
  
   
  
   
 