Logo

Poetry Quizzzzz

takreeeban
""uss pe ban jaae kuch aisi K BIN AAE NA BANE""

balicchhhh
shayar ho gai hai





next.......
""dil na umeed nahi, nakaam hi to hai
...............................


hint : (Faiz)
aik bolly movie ka song aise start hota hai

Posted on 4/17/2005 3:09:42 PM

pahlay jahi litha tha phil upel walay sher to read tiya
to laga tay yah nahin ho sat.ta Talay palay

toi baat nahin


bach abhi next nahin ho da na guech balich chay to sari hoshiyari thatam ho dani hay


hmmm

Dil hi to hay a gaya

hmmm nahin suna na hmmm

Posted on 4/17/2005 9:35:45 PM

SALL:
takreeeban
""uss pe ban jaae kuch aisi K BIN AAE NA BANE""

balicchhhh
shayar ho gai hai





next.......
""dil na umeed nahi, nakaam hi to hai
...............................


hint : (Faiz)
aik bolly movie ka song aise start hota hai



Dil naumeed tou nahi, nakaam hi tou hai
Lambi hai ghum ki sham,magar sham hi tou hai

Posted on 4/18/2005 1:17:46 AM

Next......

Teray Ishq ki inteha chahta hoon





Posted on 4/18/2005 1:54:06 AM

balich
suna hoga song,,, from 1942 love story
"yeh safar bohot hai kathin magar"





deja vu

Posted on 4/18/2005 12:52:49 PM

DejaVu077:
Next......

Teray Ishq ki inteha chahta hoon

Meri sadgi dekh k kya chahta hu
Iqbal







next :
masjid to bana di shab bhar mei imaan ki hararat walon ne
..........

vv famous sher n event
Iqbal again

Posted on 4/18/2005 1:03:28 PM


Posted on 4/18/2005 1:19:16 PM

SALL:
DejaVu077:
Next......

Teray Ishq ki inteha chahta hoon

Meri sadgi dekh k kya chahta hu
Iqbal






next :
masjid to bana di shab bhar mei imaan ki hararat walon ne
..........

vv famous sher n event
Iqbal again



Mann apna purana papi hai,Barsoon main namazi ban na saka

Posted on 4/18/2005 1:44:01 PM

NEXT:
again IQBAL


Jinhain main dhondta tha aasmanoo main zameenoo main

Posted on 4/18/2005 1:49:00 PM

goooood

Posted on 4/18/2005 6:09:37 PM



mohabbat k liye dil dhoond koi tootne waala
yeh woh meh hai jisse rakhte hein nazuk aab-geeno mei
.........
Jinhain main dhondta tha aasmanoo main zameenoo
woh nikle mere dil k makeeno mei........

sahi se yaad nahi,,, sher ka wazan theek nahi hai,, there s something missing...

Posted on 4/18/2005 6:12:38 PM

whats missing

Posted on 4/18/2005 9:16:18 PM

pata nahi

Posted on 4/18/2005 10:57:45 PM

Jinhain main dhondta tha aasmanoo main zameenoo
"woh nikle mere dil k makeeno mei"

donno wots missing,, but 2nd line s nt balanced

Posted on 4/19/2005 12:16:49 AM

pata nahi

Posted on 4/19/2005 6:35:39 AM

SALL:
Jinhain main dhondta tha aasmanoo main zameenoo
"woh nikle mere dil k makeeno mei"

donno wots missing,, but 2nd line s nt balanced




Good gob Sall

But u r ight its not balanced

correct shair is

Jinhain main dhondta tha aasmanoo main zameenoo main

woh nikle mere zulmat khana-e-dil k makeeno main



Posted on 4/19/2005 12:05:46 PM

Next parveen shakir


Aks-e-khushbo hoon bikharnay say na rookay koi

Posted on 4/19/2005 12:13:23 PM

Aur bikhar jaon to mujh ko na samaitay koi

hamali SEEN ti fav poettt hain na


next

points bi dain na

Posted on 4/21/2005 1:40:15 AM

Very good balich gee

yeah she is my fav too


points.............woh tou

sall hi day sakti hain

unka topic hai na

Posted on 4/21/2005 12:26:32 PM

Next: Nasir Kazmi


Dil dharaknay ka sabab yaad aaya

Posted on 4/21/2005 12:39:05 PM

i didtn know the prev one,,,
balichh


Aks-e-khushbo hoon bikharnay say na rookay koi
Aur bikhar jaon to mujh ko na samaitay koi

Posted on 4/21/2005 1:08:31 PM

DejaVu077:
Next: Nasir Kazmi


Dil dharaknay ka sabab yaad aayawoh teri yaaad thi, ab yaad aaya

beht kar saya e gul mei nasir
hum bohot roe woh jab yaad aaya


Posted on 4/21/2005 1:09:38 PM

points ka kya karein ge yarrr..
pichle pooore pages count karne parein ge


hmm,,, okk ab se start karte hein


nasir kazmi again
kuch yaadgaar e shehr e sitam gar hi le chalein
aae hein iss gali mei to pathar hi le chalein,,
yun kiss tarha kate ga kri dhoop ka safar
...........................

Posted on 4/21/2005 1:11:55 PM

Very good Sall

Posted on 4/21/2005 1:12:51 PM

SALL:
points ka kya karein ge yarrr..
pichle pooore pages count karne parein ge


hmm,,, okk ab se start karte hein


nasir kazmi again
kuch yaadgaar e shehr e sitam gar hi le chalein
aae hein iss gali mei to pathar hi le chalein,,
yun kiss tarha kate ga kri dhoop ka safar
...........................



Sar per khiyal-e-yar ki chadar hi lay chalain

Posted on 4/21/2005 1:22:28 PM

Next Ahmed Faraz

Very easy one

Suna hai boolay tou batoon say phool ghartay hain

Posted on 4/21/2005 1:25:04 PM

greattttttt déjàvu
Déjàvu = 10




DejaVu077:
Next Ahmed Faraz
Very easy one

Suna hai boolay tou batoon say phool ghartay hain

cant complete the sher,, coz poori yaad nahi
par poem woh wali hai
"suna hai log usse aankh bhar k dekhte hein"

Posted on 4/21/2005 1:29:57 PM

SALL:
greattttttt déjàvu
Déjàvu = 10




DejaVu077:
Next Ahmed Faraz
Very easy one

Suna hai boolay tou batoon say phool ghartay hain

cant complete the sher,, coz poori yaad nahi
par poem woh wali hai
"suna hai log usse aankh bhar k dekhte hein"



Thanx


Yup its the same poem

Posted on 4/21/2005 1:32:46 PM

Sall aap nay kia points dey nay

shru kar diye hain

Posted on 4/21/2005 1:33:58 PM

Chalo kuch dair us say baat kar kay daikhtay hain

Posted on 4/22/2005 8:42:15 PM