Logo

1000 thingsss about me

cold ho gaya hai sardi mein

Posted on 2/27/2005 5:04:18 PM

par WOL to calm down honay ko keh rahay hain

Posted on 2/27/2005 5:07:42 PM


Posted on 2/28/2005 6:14:45 PM

yeh kya ho raha hai

Posted on 2/28/2005 8:32:48 PM

Jo aap ki samajh main nahi aa raha

Posted on 2/28/2005 8:47:51 PM

As'Salamu'Alaikum wr.wb.
kia haal hai sab ka?


kia ho raha hai?
larai sharai zoro per hai?


laga raho

Posted on 2/28/2005 8:55:22 PM

Walaikum Assalam,

kahaan hain rizwan bhai?

aur kaisay hain?

kafi dinoon baad aey hain, khayriyat hai na?

Posted on 2/28/2005 9:08:35 PM

WOL ki baat maan na zarori hai...aisa kis book mein likha hai

waisay calm down hona achi baat hai
app sab karein

hamay achay kaam raas nahin aatay

Posted on 2/28/2005 10:57:40 PM

kisi book main nahi likha, par konsi baat maani ja rahi hai unki?

Posted on 2/28/2005 11:09:58 PM

aap ko kia raas aata hai? bata dain, hum wohi aap ki khidmat main pesh kar detay hain

Posted on 2/28/2005 11:10:57 PM

hamay kia pata kaun si baat hai

nahin ji!!!
segreet baatein nahin batatay hum

Posted on 2/28/2005 11:35:33 PM


Posted on 3/1/2005 1:22:29 AM


Posted on 3/1/2005 2:06:56 AM

kash_beauty:
nahin ji!!!
segreet baatein nahin batatay hum


batanay kay kabil hi nahi hoon gi na

Posted on 3/1/2005 5:59:27 PM

magar app sune ke kabil nah huwa to phir kash_beauty kya karenge???????????

Posted on 3/1/2005 11:45:35 PM

ZEESHANAHMED:
batanay kay kabil hi nahi hoon gi na


hum samnay wala banda dekh kar baat batatay hein

Posted on 3/1/2005 11:48:52 PM

read again,

kash_beauty:
nahin ji!!!
segreet baatein nahin batatay hum


aur ab keh rahi hain samnay wala dekh kar batati hain, mukar gaeen na baat say.

Posted on 3/2/2005 12:07:29 AM

hum nahin batatay
sahi likha hai
likin hum nay yeh nahin kaha tha k app ko bata dein gay agar batatay hotay tou

samjh aaya
ya jo aaya tha woh bhi gaya

Posted on 3/2/2005 12:10:37 AM

main nay aap poocha hi kab hai aapka koi secret

Posted on 3/2/2005 12:30:02 AM

tou hum nay bhi kab bataya hai

Posted on 3/2/2005 12:34:55 AM

hum poochtay tu aap batati na

Posted on 3/2/2005 12:40:47 AM

ZEESHANAHMED:
hum poochtay tu aap batati na


hum batana chahtay hotay na tou app k poochnay ka intazaar nahin kartay

Posted on 3/2/2005 1:55:59 PM

King of jb:
na tum nay poocha na es nay bataya or na he kesi nay read kiya kisa kahtam next case pash kiya jaey


woh fazool mein gussa kar rahay hein
karnay do!
kaun sa hamara bill aa raha hai

Posted on 3/2/2005 1:59:09 PM

YEHI HAI

Posted on 3/2/2005 4:35:46 PM

King of jb:
haa ya bi hay

JB KA RAJA:
YEHI HAI


aap log bhi kashi ki bongion par khush ho rahay hain

Posted on 3/2/2005 4:55:02 PM

mujhay bongiyan marni nahi aati hain

Posted on 3/3/2005 5:24:15 PM

nahi ati??????

Posted on 3/3/2005 6:12:45 PM

yeh toh seekne kabil bhi nahi honge king????????

Posted on 3/3/2005 6:36:21 PM

toh app paagle ke teacher ho????????

Posted on 3/3/2005 6:57:12 PM

acha

Posted on 3/3/2005 7:17:18 PM