Logo

SPOT THE DIFFERENCES!!

hum aur kanjooos
















sahi pehchana

Posted on 2/18/2005 10:06:52 PM

kash_beauty:
ALLAH app k saath hai RIZ

kanjooson k haan kaam karnay per yehi hota hai



kashiiii tishuuu ka boxes tair karoo Dot ka liye

Posted on 2/18/2005 10:39:30 PM

tyme nahin hai

Posted on 2/18/2005 11:35:34 PM

haan pata hai coz tum khud ro rahi ho

Posted on 2/18/2005 11:40:01 PM

humein rolanay ki tayari

Posted on 2/19/2005 12:02:03 AM

aik shart par nahi karongaa

mujhay BOSS bolna shoro kardo

Posted on 2/19/2005 12:08:26 AM

stariz:
haan pata hai coz tum khud ro rahi ho


kash ...kashi k pass itna tyme hota

Posted on 2/19/2005 12:39:53 PM

kash_beauty:
stariz:
haan pata hai coz tum khud ro rahi ho


kash ...kashi k pass itna tyme hota



hahay bechariii
jharo pocha karna sahi fursat nahi milti
toa piyaaz kaysa kate gi

Posted on 2/19/2005 2:21:42 PM

qayamet ki nishaniyon mein ek or nishani ka azafa kar lien....

jis din hum ghar ka kaam karein gay na...os din samjh lena qayamat nezdeek hai

Posted on 2/19/2005 2:46:07 PM

haan in ke ghar mein noukar chakar jo hain ye kaam karne ko

Posted on 2/19/2005 2:50:18 PM

kash_beauty:
qayamet ki nishaniyon mein ek or nishani ka azafa kar lien....

jis din hum ghar ka kaam karein gay na...os din samjh lena qayamat nezdeek hai


pata hai pata hai
tum DOt ka ghar jharo pocha karti ho


Posted on 2/19/2005 3:12:09 PM

dotmatrix:
haan in ke ghar mein noukar chakar jo hain ye kaam karne ko



tum itna kyu ochal rahi ho
ya tumhara gher ka kaam karti hai
aur tum iska


dekho abhe bhe mujhay boss manlo
warna kashii ka sath mil kar tum ko khana khilahonga woh bhe mircho wala

Posted on 2/19/2005 3:14:20 PM

humare ghar mein mirchi bahut hoti hai


aur mirchi ke beghair humein khana hazam nahin hota


chalo jitni mirchi dalni hai

dal kar pako lo


aur humare ghar deliver bhi kar dena


kha lenge agar dil ne chaha to

Posted on 2/19/2005 3:16:18 PM

hum apnay ghar kaam nahin kartay
tou DOT k ghar kia karein gay

Posted on 2/19/2005 3:27:34 PM

dotmatrix:
humare ghar mein mirchi bahut hoti hai


aur mirchi ke beghair humein khana hazam nahin hota


chalo jitni mirchi dalni hai

dal kar pako lo


aur humare ghar deliver bhi kar dena


kha lenge agar dil ne chaha to



koko kashiii
tum iska jawab do

Posted on 2/19/2005 4:16:17 PM

kash_beauty:
hum apnay ghar kaam nahin kartay
tou DOT k ghar kia karein gay







Posted on 2/19/2005 4:17:31 PM