ZEESHANAHMED:
kashi main ne aap ko ghalat tu nahi kaha
aur mazak bardasht nahi hota? kia kaha main ne aisa? jin say mazak bardasht nahi hota unhoon ne tu bandar bandar kehna shuru kar dya hai
hey kashi, kia jb forum par kisi ko bander kehna allowed hai? kia main aap ko aur srk ko bandarya keh lia karoon
app hamay kuch bhi kehtay rahein..
hamay asar nahin ho ga
jahan tak bander kehnay ki baat hai tou app un k kehnay say kia bander ban jayein gay
mazak mein kaha hai un nay!!
agar app ko bura lagta hai tou app unhay mana kar dein!
i m sure woh dobara nahin kahein gi!!
app ko chahiye tha k app unhay bata detay k bander matlab nahin hai!!
sirf mazak mein he new word banaya hai hum nay akalband
app baat ko bardhien gay tou bardhay gi!!
nahin bardhien gay tou wahien khatam ho jay gi