hmmmm hope n pray yr problem wil solve soon...
aaameen..
![]()
abhi rules banay jay rahay hein new!
as far as app ki prob concered hai!
agar koi member koi personal comment deta hai jis say dusra hurt ho tou osay handle karnay k bohat tarekay hein!!
agar koi dhakay chupay andaaz mein kisi ko nishana banata hai tou os ko bhi handle kar saktay hein!!
app kisi bhi admin ya mod ko pm kar dein!!!
i m sure koi na koi solution nikal aai gi![]()
hmmm okay![]()
thanks jia![]()
to wait kartay hain rules ka
KON HAI WO US KI TO HUM BONGI BAJA DAIN GAI ....
AISI TESI KAR DAIN GAI US KI ......![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
hmmm okay![]()
thanks jia![]()
to wait kartay hain rules ka
u r alwz welcome![]()
phir bhi..agar koi prob hai tou app hamay pm kar dein!
![]()
Dusra topic close tha warna ham nay wahan kuch kahna tha.
nr 1 : koi aap ko tang karta hay, matlab aisi baten jin say aap hurt hotay hon
( zarori nahin kay GALI hi day, ya fight kay andaaz main kuch kahay)
Aur yah bi kay aap nay US PERSON ko kuch na kaha ho but phir bi wo
bina kisi reason kay aap ko "tang" kar raha/rahi hay.
magar yah kay topic aur ho and dhakay chupay andaz main AAP ko nishana banay to,
complain karnay par ADNIMS kiya karen gay?
And nr 2 : kiya aisay main complain karna theek hay?
And jaisa kay ham nay apnay SAB MEMBERS KAY LIYAY walay topic main kaha tha kay fights say bacha jaey
to main bohat time say US person ko ignore kar rahi hon, and I am still trying to ignore that person,
BUT agar kuch ziada hoa to mujhe kiya karna chahiyay?yah jan.nay kay liyay
yah topic banana parha
So?
balich...click on report button..then admin/mod will handel situation

blich buss aub mai kiya kahooon tum ko![]()
![]()
![]()
khar
bus![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
pm any admin/mod if u want to complain, or if there is a specific reply from that person u can also click on report icon and report him. it won;t take too much time to fix the problem...so i suggest instead of ignoring the person, report mods/admins bout him so they know too and can keep an eye on that member![]()