kiun kiunTusi kithay na jao aithay hi rahoo![]()
abb tou zaror jaon gi![]()
behno or un k bhaiyoo![]()
aaye hum app ko Desi Squad k do azeem hastiyon say milwatay hein!![]()
jaisa k topic k naam say zahir hota hai!
yahan per logon ki rukhsati ka time ho gaya hai!![]()
or hum in azeeem hastiyon k liye ek azeem mission per niklay hein!
hamaray iss mission impossible ko possible bananay mein Miss. Balich Jb oo7 help kar rahi hein!![]()
to abb hum apna mission start kartay hein!..hum in do azeem hastiyon ki profile dekhatay hein app ko!!![]()
or phir hum in ki rukhsati ka intazaam karein gay!!![]()
so..first profile yeh hai:
MAHARAJA ADOLF HITLER
![]()
log in ko tap kar moun chardha kar GODZILLA pukartay hein!!
ya agar app chahien tou app inhay Dablu naam say bhi pukar saktay hein..
iss naam per yeh kafi chilatay hue entry martay hein![]()
![]()
jaisa kay aap nay daikha hay mashALLAH say itnay sahat mand hain to PHALAO say zahir hota hay tay in ki ummer-e-nazuk yehi koi 80 90(kg)ho gi
education ka tou kia kehna!!..pardh pardh kar pardha hai in nay..bas urdu nahin aati..english in k behjay mein ghusti nahin!![]()
albata..sultan rahi wali punjabi mein masters kia hua hai![]()
abb app logon poochein gay k yeh sahab rehtay kahan hein!!![]()
aray..itna naami garami hasti hein yeh!..app kisi bhi police station say in ka add lay saktay hein!![]()
per hum app ko in k email add day detay hein!
jin jin ko apni kismet kharab karnay ka dil chahiye..woh in say iss email per rabta kar lien
[email protected]
![]()
![]()
abb dusri mash-hoor hasi ka taruf! balich karwein gi![]()
abb main talwaon di intro dusli adeem hasti ta![]()
Romeo GULLU
![]()
log in to bhi tap kar lamboo pukartay hain,akhir in ki height ka andaza app pic say he laga lain!
![]()
lamboo ji ki lambai daikh tal andaza hota hai tay in ki ummer yahi toi 62 saal ho gi.![]()
in ti education..bas..tareef kia karein hum in ki or in ti kanaladge tilolzzz
balti bhar bhar kar kanaldage jama hai in k demagh mein!
per jaisay barday burdhay tahtay hain
kahtay hain jo jitna lamba ho akal os ki utni hi kam hoti hay![]()
..aul jis ti akal kam ho woh zaida pardh tou sakta nahin..issliyay yah sahab tou ulti ABC jantay hain bach!![]()
abb yeh bhi hamaray pahlay candidate ki tarahn kafi popular hein!!![]()
police walay khaas tor par in ka ghar ta ata pata maloom rakhtay hain![]()
GULLU sahab ki ait khoobi yah hai tay yah fevicloe ki tarahn chipak jatay hein ..kabhi saath nahin chordtay![]()
agar koi inki aisi khoofsurat shakal say impress hua ho tou zaror inhay contact karein!![]()
email add in ka hai
[email protected]![]()