sakoon hai ya khamooshi ....
hum usee k hain saathi
jo hansata bhi hai
rulata bhi hai
sung woh apney hum ko ghumata bhi hia
mein akela hoon ya tanha
woh meray saath chalata bhi hai
mein kiya hoon .. kaisey hoon
woh sab kuch janta bhi hia
tu woh kiya hoya mera ...
dost piyaar ya bus eik khiyaal
baba ager sakoon chatay hoo to tanhai ko apna humsafar bana lo sakoon he sakhoon hoga tumhay khamoshi or sakoon dono he mill jaey gay![]()